Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Tum mein se koi khana khane lage to Bismillah kahe
Umar bin abu Salmah Radi Allahu Anha se rivayat hai ki main ek baar Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ki khidmat mein hazir hua to aapke samne khana rakha hua tha Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya beta qareeb ho jao aur Bismillah kah kar apne dahine haath se aur apne samne se khao
Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1915-Sahih
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tum mein se koi khana khane lage to Bismillah kahe aur agar shuru mein kahna bhul jaye to ye kahe Bismillah Fi Awwalihi Wa Akhirihi
Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1917-Sahih
Wahshi ibn Harb Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se Sahaba Radi Allahu Anhu ne pucha ki Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam hum khana khate hain lekin sair nahi hote (yani pet nahi bharta) to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya shahayd tum alag alag khate ho unhone kaha ki ji haan , to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum log apne khane ko saath milkar aur Allah ka naam lekar khaya karo , tumhare khane mein barkat hogi
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 364 - Hasan
------------------------------------------------------------
Narrated Umar bin Abi Salmah Radi Allahu Anha that he entered upon the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam while he has some food. He said: "Sit down O my son! Mention Allah's Name and eat with your right hand, and eat what is nearest to you."
Jamia Tirmidhi, Vol.3, Book 23, 1857-Sahih
Narrated from Aishah Radi Allahu Anha that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: When one of you eats food, then let him say: Bismillah. If he forgets in the beginning, then let him say:
Bismillah Fi Awwalihi Wa Akhirih (In the Name of Allah in its beginning and its end.)"
Jamia Tirmidhi, Vol.3, Book 23, 1858-Sahih
Narrated Wahshi ibn Harb radi allahu anhu : The Companions of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam we eat but we are not satisfied. He said: Perhaps you eat separately. They replied: Yes. He Sallallahu Alaihi Wasallam said: If you gather together at your food and mention Allah's name, you will be blessed in it.
Sunan Abu Dawud, Book 27, 3755 (Hasan)

حضرت عمر بن ابو سلمہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے وہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے پاس گئے، آپ کے پاس کھانا رکھا تھا، آپ نے فرمایا: ”بیٹے! قریب ہو جاؤ، بسم اللہ پڑھو اور اپنے داہنے ہاتھ سے جو تمہارے قریب ہے اسے کھاؤ“
جامع ترمذی جلد ۱ ۱۹۱۵ صحیح
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جب تم لوگوں میں سے کوئی کھانا کھائے تو «بسم اللہ» پڑھ لے، اگر شروع میں بھول جائے تو یہ کہے «بسم الله في أوله وآخره» ۔
جامع ترمذی جلد ۱ ۱۹۱۷
حضرت وحشی بن حرب سے روایت ہے صحابہ کرام نے عرض کیا: اللہ کے رسول! ہم کھانا کھاتے ہیں لیکن پیٹ نہیں بھرتا تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: شاید تم لوگ الگ الگ کھاتے ہو؟ لوگوں نے کہا: ہاں، آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم لوگ مل کر اور بسم اللہ کر کے ( اللہ کا نام لے کر ) کھاؤ، تمہارے کھانے میں برکت ہو گی ۔
سنن ابی داؤد جلد ۳ ۳۶۴
------------------------------
Narrated Umar bin Abi Salmah Radi Allahu Anha that he entered upon the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam while he has some food. He said: "Sit down O my son! Mention Allah's Name and eat with your right hand, and eat what is nearest to you."
Jamia Tirmidhi, Vol.3, Book 23, 1857-Sahih
Narrated from Aishah Radi Allahu Anha that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: When one of you eats food, then let him say: Bismillah. If he forgets in the beginning, then let him say:
Bismillah Fi Awwalihi Wa Akhirih (In the Name of Allah in its beginning and its end.)"
Jamia Tirmidhi, Vol.3, Book 23, 1858-Sahih
Narrated Wahshi ibn Harb radi allahu anhu : The Companions of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam we eat but we are not satisfied. He said: Perhaps you eat separately. They replied: Yes. He Sallallahu Alaihi Wasallam said: If you gather together at your food and mention Allah's name, you will be blessed in it.
Sunan Abu Dawud, Book 27, 3755 (Hasan)
No comments:
Post a Comment