Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, April 30, 2014

Al Quran : Jo Shakhs waseeyat ko sunne ke baad badal daale to uska gunaah unhi logo par hai



Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : Jo Shakhs waseeyat ko sunne ke baad badal daale to uska gunaah unhi logo par hai 

Al Quran : Tum par farz kiya gaya hai ki jab tum mein se kisi ki maut ka waqt aa jaye , agar wo maal chodhe to maa baap aur rishtedaro ke liye munasib taur par waseeyat kare ye parhezagaro par haq hai 
Jo Shakhs waseeyat ko sunne ke baad badal daale to uska gunaah unhi logo par hai jo isko badal de , beshak Allah subhanahu sunne wala aur janne wala hai 
AL Quran ,Surah Al-Baqara (2), Verse 180-181 

English Translation:

Al Quran : It is prescribed for you, when death approaches any of you, if he leaves wealth, that he makes a bequest to parents and next of kin, according to reasonable manners. (This is) a duty upon the righteous 
Then whoever changes the bequest after hearing it, the sin shall be on those who make the change. Truly, Allah is All-Hearer, All-Knower. 
AL Quran ,Surah Al-Baqara (2), Verse 180-181

No comments:

Post a Comment