Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Bachchey
ka Hajj aur us par sawab
Ibn Abbas Radi Allahu
Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne ek bachche ko Rasoollallah Sallallahu Alaihi
Wasallam ke samne pesh kiya aur arz kiya
ki kya isko zimmey bhi hajj karna lazim hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne
farmaya HAAN aur tumko iska sawab milega
Sunan Nasaii,
Vol 2, 558 – Sahih
It
was narrated that Ibn Abbas Radi Allahu Anhu said A
woman lifted a child up to the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam and
said: 'Is there Hajj for this one?'
He
Sallallahu Alaihi Wasallam said: Yes, and you will be rewarded.
Sunan Nasaii,
Vol. 3, Book 24, Hadith 2648
No comments:
Post a Comment