Bismillah
Ar-Rahman Ar-Rahim
Al
Quran : Jo log sood khatey hain wo
Qayamat ke din us shakhs ki tarah uthengey Jinhey shaitan ne lipat kar deewana bana liya ho ye haalat
unki is wajah se hogi ki unhoney kaha tha ki kharid wa farokht bhi sood ki
tarah hai jabki Allah taala ne kharid aur farokht ko halal qarar diya hai aur
sood ko haram phir jisko uskey rab ki naseehat pahunchi aur wo (sood lene se)
baaz aa gaya to wo jo kuch pahle le chuka hai wo usi ka hai aur uska muaamla Allah
ke supurd hai lekin agar wo phir bhi sood leta rahta hai to ye log jahannami
hai ye ismein hamesha rahanergey:
Al Quran, Surah Baqara (2), verse 275
Al Quran, Surah Baqara (2), verse 275
Al Quran : Eh imaan walo ALLAH se daro aur agar tum imaan
rakhtey ho to jo kuch sood baqi rah gaya
hai usey chorh do
Al Quran , Surah Al-Baqarah(2), 278
Al Quran , Surah Al-Baqarah(2), 278
English
Translation:
Those who devour usury will not stand except as
stand one whom the Evil one by his touch Hath driven to madness. That is
because they say: "Trade is like usury," but Allah hath permitted
trade and forbidden usury. Those who after receiving direction from their Lord,
desist, shall be pardoned for the past; their case is for Allah (to judge); but
those who repeat (The offence) are companions of the Fire: They will abide
therein (for ever).
Al Quran, Surah Baqara (2), verse 275
Al Quran, Surah Baqara (2), verse 275
O you who believe! Be
afraid of Allah and give up what remains (due to you) from Riba (usury) (from
now onward), if you are (really) believers.
Al Quran , Surah Al-Baqarah(2), 278
Al Quran , Surah Al-Baqarah(2), 278
No comments:
Post a Comment