Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Mafhum-e-Hadith:Shaitan aur Nazar-E-bad se
bachney ki Dua
Ibn Abbas Radiallahu anhu se rivayat hai ki
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam Allah Hussain wa Hasan radi allahu
anhuma ke liye panaah talab kiya kartey they aur farmatey they ki tumharey
buzurg Dada (Ibrahim Alaihi salam) bhi Ismaeel aur Isaac (Alaihi salam) ke liye
inhi kalamat ke jariye Allah ki panaah maanga kartey they.
أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ
وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ
A'oodhu bikalimatIllahi-tammatti min kulli shaytaanin wa hammatin wamin
kulli 'aynin
lammatin
(Main Panaah maangta hun Allah ki pure purey kalamat ke jariye,
har shaitan se aur har zahreeley janwar se aur har nuksan pahunchaney wali
nazar-e-bad se.)
Sahih Bukhari,Vol4,3371
---------------------------------------------------------
Narrated Ibn 'Abbas Radiallahu anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi
Wasallam used to seek Refuge with Allah for Al-Hasan and Al-Husain and say:
"Your forefather (Abraham Alaihi Salam) used to seek Refuge with Allah for
Ishmael and Isaac (Alaihi salam) by reciting the following:
أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ
شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ
( O Allah! I seek Refuge with Your Perfect Words from every devil and from
poisonous pests and from every evil, harmful, envious eye.)
No comments:
Post a Comment