Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith : Insaan usi ke saath hoga jis se wo mohabbat karta hai
Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek Bedouin Rasoollallah Sallallahu
Alaihi Wasallam ke pass aaya aur kaha ki
Qayamat kab aayegi to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Afsos ! tumney
us Qayamat ke liye kya tayyyari ki hai, usney kaha mainey uskey liye to koi
tayyari nahi ki hai lekin main Allah aur uskey Rasool se mohabbat rakhta hun,
to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya phir tum Qayamat ke din unkey
saath rahogey jin se mohabbat kartey ho
Sahih Bukhari, 6167
Sahih Bukhari, 6167
Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam
ne farmaya insaan uskey saath
rahega jis sey wo Mohabbat karta hai.
Sahih Bukhari, Vol7 ,6168
Sahih Bukhari, Vol7 ,6168
Hadith: Everyone will be with those whom he loves.
Narrated Anas Radi Allahu Anhu : A bedouin came to the Prophet Sallallahu
Alaihi wasallam and said, "O Allah's Apostle! When will The Hour be
established?" The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "Wailaka
(Woe to you), What have you prepared for it?" The bedouin said, "I
have not prepared anything for it, except that I love Allah and His
Apostle." The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "You will be
with those whom you love."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 188
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 188
Narrated 'Abdullah Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi
wasallam said, "Everyone will be with those whom he loves."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 189
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 189
No comments:
Post a Comment