Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, October 10, 2026

Hadith: Jo shakhs sone ya chandi ke bartan mein peeta hai, woh apne pet mein jahannam ki aag bhar raha hai





 *Bismillahirrahmanirrahim*

*✦Hadith: Jo shakhs sone ya chandi ke bartan mein peeta hai, woh apne pet mein jahannam ki aag bhar raha hai*  

------

قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ مَنْ شَرِبَ فِي إِنَاءٍ مِنْ ذَهَبٍ أَوْ فِضَّةٍ، فَإِنَّمَا يُجَرْجِرُ فِي بَطْنِهِ نَارًا مِنْ جَهَنَّمَ

------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایاجو شخص سونے یا چا ندی کے برتن میں پیتا ہے وہ اپنے پیٹ میں غٹاغٹ جہنم کی آگ بھر رہا ہے ۔

صحیح مسلم ٥٣٨٧ 

------

✦:RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo shakhs sone ya chandi ke bartan mein peeta hai, woh apne pet mein ghata-ghat jahannam ki aag bhar raha hai

Sahih Muslim:5387

------

✦:रसूलुल्लाह  सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम  ने फ़रमाया  जो शख्स सोने या चांदी के बर्तन में पीता है, वह अपने पेट में घटा-घट जहन्नम की आग भर रहा है।

सही मुस्लिम:5387

------

✦:Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam Said He who drank in vessels of gold or silver he in fact drank down in his belly the fire of Hell.

Sahih Muslim:5387

No comments:

Post a Comment