❗ Only-Quran-Hadith Quiz - 1395 ❗
Sawal : Rozeder ko do khushiya hasil hoti hain jismein se ek to iftar ki khushi hai dusri khushi kaunsi hai ?
A. Sehri ki khushi
B. Shab e Qadr ki khushi
C. Rabb se mulaqat ke waqt Roze ke sawab ki khushi
D. Inmein se koi nahi
E. Rabbi Zidni ilman (Eh Allah mere ilm mein Barkat Ata farma)
✅ *Sahih Jawab C. Rabb se mulaqat ke waqt Roze ke sawab ki khushi* 💐
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Rozedar ke liye do khushiya hasil hongi (ek to jab) wo iftar karta hai to khush hota hai aur (dusra) jab wo apne Rabb se mulaqat karega to apne Roze ka sawab pakar khush hoga
Sahih Bukhari 1904
No comments:
Post a Comment