Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Dhahran viewed 'Dhil-Hajj' 50 mins ago
A visitor from Perm viewed '❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1156*' 2 hrs 1 min ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 2 hrs 4 mins ago
A visitor from Perm viewed 'Hadith : Jo banda kisi ko maaf' 2 hrs 6 mins ago
A visitor from Oguz viewed 'Hadith : Jo banda kisi ko maaf' 2 hrs 26 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed 'Hadith: Shab-e-Qadr ko Ramazan' 3 hrs 32 mins ago
A visitor from Frankfurt am main viewed 'Mushkil kaam ke waqt padhne ki' 4 hrs 18 mins ago
A visitor from India viewed 'Morning Azkar In Hindi' 7 hrs 19 mins ago
A visitor from Jaipur viewed 'Salat-ul-tasbeeh padhne ka sahi' 7 hrs 22 mins ago
A visitor from Mumbai viewed '♥ 40 Rabbana Dua - Roman Transl' 7 hrs 48 mins ago

Total Pageviews

4,421,659

Category

Search Hadith

Sunday, April 9, 2023

❗ Only-Quran-Hadith Quiz - 1392 ❗ Ramadan Quiz # 6







 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz  - 1392 ❗


Sawal  : Ar-Raiyan kya hai ?


A. Jannat ki Khushbu

B. Jannat ka Mahal

C. Jannat ka Darwaza

D. Jannat mein Rozedar ka iftar

E. Rabbi Zidni ilman (Eh Allah mere ilm mein Barkat Ata farma)



✅ *Sahi Jawab C. Jannat ka Darwaza* 💐

-------

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jannat mein ek darwaza hai jisey Ar-Raiyan kahtey hain Qayamat ke din us darwazey se sirf rozedaar hi jannat mein dakhil honge unkey siwa aur koi usmein se dakhil nahi hoga, pukara jayega ki rozedar kaha hain ? wo khade ho jayenge, unkey siwa us sey aur koi andar  nahi jane payega aur jab ye log andar chaley jayengey to ye darwaza band kar diya jayega phir us se koi andar nahi ja sakega

Sahih Bukhari 1896


https://youtu.be/B5glCbbO5i0

No comments:

Post a Comment