Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, June 1, 2021

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1353*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1353*❗

Jawba ek se zyada hai

Sawal : Inmein se wo kya kya hain jo Qayamat se pahle insan se baat karne lagenge ?


A. Darinde

B. Murde

C. Insan ki raan (thigh)

D. Insan ke haath 

E. Masjid ki deewarein

F. Dabbat Al-Ard

G. Jute ka tasma

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1353*❗

Answers are more than one

Quiz  : Who will speak to people before the day of Qayamah  ?

A. Predators 

B. Dead

C. Thigh of humans

D. Hand of humans

E. Walls of Masajid

F. Dabbat Al-Ard

G. Strap of the sandal 

H. O Allah increase my knowledge


💐 *Sahih Jawab : ACFG*💐✅

------

✦: Al Quran : Aur jab unke (nafarmano ke) baare mein (azab ka) wada pura ho jayega to hum unke liye zameen mein se ek jaanwar (Dabbat Al Ard) nikalenge jo unse bayan kar dega isliye ki ye log hamari aayaton par imaan nahi laate they
Surah An Naml 27: 82

✦: Rasool-Allah  Sallallahu Alahihi Wasallam ne farmaya:  Us zaat ki khasam jiske haath mein meri Jaan hai Us waqt tak Qayamat Qayyim nahi hogi jab tak ke Darinde Insanon se Guftgu na karne lage , Aadmi se uske Kode (whip) ka kinara Guftagu karne lagega , Uska Jutey ka Tasma Guftgu karne lage aur uski Raan uske Kaam ki khabar dene lage jo uski biwi ne uski Gair mojudgi me anjaam diya hoga.
 Jamia Tirmizi  2181-Sahih


💐 *Answer : ACFG*💐✅
------

✦: Al Quran : And when the Word (of torment) is fulfilled against them, We shall bring out from the earth a beast (Dabbat Al Ard)) for them, to speak to them because mankind believed not with certainty in Our Ayat 
Surah An Naml 27: 82

✦: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said By the One in Whose Hand is my soul! The Hour will not be established until predators speak to people and until the tip of a man's whip and the straps on his sandal speak to him, and his thigh informs him of what occurred with his family after him.

Jamia Tirmizi  2181-Sahih

No comments:

Post a Comment