Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 25, 2021

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗


*Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Apna Hashar  kin ke saath karne ki dua maangi thi  ?*

*(Hashar - Qayamat mein uthna)*


A. Mujahid

B. Miskeen

C. Muhajir

D. Ansar

E. Muttaqi

F. jo jung e badr mein shaheed huye

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗


*Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Supplicated to be gathered on the day of Qayamah with whom ?*


A. Mujahid

B. Poor

C. Muhajir

D. Ansar

E. Pious (Muttaqi)

F. The one who Martyr in Battle of Badr

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : B 💐✅*

-----

Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu Se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam is tarah dua farmate

*اللَّهُمَّ أَحْيِنِي مِسْكِينًا وَأَمِتْنِي مِسْكِينًا وَاحْشُرْنِي فِي زُمْرَةِ الْمَسَاكِينِ*

Allahumma Ahyini Miskeenan Wa Amitni Miskeenan WahShurnee Fi Zumratil-Masakeen

Eh Allah Mujhe Miskeeni Ki halat Mein Zinda Rakh, Aur Mujhe Miskeeni Ki halat Mein Wafat de, Aur Mujhe Masakeen Ke Giroh Mein Jama kar 

( Yani Qayamat ke din Miskeeno ke saath hashar farma) 

Al Silsila Sahiha - 1331



*💐✅ Answer : B 💐✅*

-----

Narretd by Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu  Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam used to supplicate like this

*اللَّهُمَّ أَحْيِنِي مِسْكِينًا وَأَمِتْنِي مِسْكِينًا وَاحْشُرْنِي فِي زُمْرَةِ الْمَسَاكِينِ*

Allahumma Ahyini Miskeenan Wa Amitni Miskeenan Wah-Shurnee Fi Zumratil-Masakeen

O Allah, cause me to live poor and cause me to die poor, and gather me among the poor (on the Day of Resurrection).

Al Silsila Sahiha - 1331

No comments:

Post a Comment