Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 25, 2021

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1276❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1276*❗

*Jawab ek se zyada hai*


*Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek sahabi ke bachcho ke naam Harun Alaihi Salam ke bachcho ke naam par rakhey*

*Sawal  : Un sahabi  ke bachcho ke naam kya rakhe gaye they ?*


A. Shabbir

B. Muhsin

C. Yasin

D. Shabbar

E. Hasan

F. Hussain

G. Mushabbir

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1276*❗


*Answer are more than one*


*Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam changed the name of the children of a sahabi and he Kept as the name of the children of the Harun Alaihi salam*


*Sawal  : What were the name of that sahabi's Children?*


A. Shabbir

B. Muhsin

C. Yasin

D. Shabbar

E. Hasan

F. Hussain

G. Mushabbir

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*πŸ’✅ Sahih Jawab : BEF πŸ’✅*

-----

Syedana Ali Radiallahu Anhu se rivayath hai woh kehte hain jab  Hasan Radi Allahu Anhu paida hua toh maine unka naam Harb rakha, Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao  Aap logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb, Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi balki uska naam toh Hasan hai, phir jab Hussain Radi Allahu Anhu paida hue toh maine uska naam Harb rakha , Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao  tum logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi  balki uska naam Hussain hai,  jab teesra bachcha paida hua toh maine uska naam phir se Harb rakha ,  to Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao, tum logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb,  Aap  Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi balki yeh Muhsin hai phir Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya  maine in bachcho ke naam Haroon Alaihi salam ke  bachcho ke naam per rakhe hain, unke naam yeh they Shabbar, Shabbir, aur Mushabbir.
Masnad Ahmed  4760-Sahih


*πŸ’✅ Answer : BEF πŸ’✅*

-----

Narrated by Syedana Ali Radiallahu Anhu when Hasan Radi Allahu Anhu borned I kept his name as Harb.

Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam came and told me to show my Son and asked what name you have given to him ? I said Harb No,  keep his name Hasan.And when Hussain Radiallahu got borned, I kept his name as Harb

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi came and told me to show my son then he said what name you have given to him  ? I said Harb, 

Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam said No, keep his name Hussain When the  third child got borned again I kept his name Harb.

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam came and said show me your son son, what name you have given to him  ? I said Harb,Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said No, but he is Muhsin Then Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam said I kept these childrens names upon the names of Haroon Alaihi salam Childrens and  their names were Shabbar, Shabbir, Mushabbir.

Masnad Ahmed 4760 Sahih

No comments:

Post a Comment