Search Hadith
Video of the week
Traffic
Total Pageviews
Category
- ♥ Night Azkar ♥ (7)
- ♥ 40 Rabbana Dua ♥ (2)
- ♥ 99 Names of Allah ♥ (3)
- ♥ Evening Azkar ♥ (5)
- ♥ Morning Azkar ♥ (3)
- ♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥ (5)
- ✦Islamic Quiz✦ (1473)
- Aadab Al Mufrad (7)
- Achchey Aamal ( Good Deeds) (73)
- Ahl-E-bait (3)
- Akhlaq (manners) (55)
- Al Baihiqi (1)
- Al-isra Wa Al-Mairaj (9)
- Al-Quran (326)
- Al-Silsila-As-Sahiha (121)
- Allah ka Zikr (15)
- Allahu (1)
- Aqeedah (Islamic Belief) (10)
- Awliya Allah (Wali) (7)
- Azab (Punishment) (45)
- Azan-Aqamat ( Adhan-Aqamat) (16)
- Azkar Gif Gallery (10)
- Badshaguni ( Bad Omen) (2)
- Baihiqi (12)
- Barish (Rain) (2)
- Bewa-Miskeen-Yateem( Widow-Poor-Orphan) (16)
- Bidat (innovation) (8)
- Burey Aamal ( Evil Deeds) (54)
- Burey Aamal (Evil Deeds) (6)
- Buri Nazar (Evil Eye) (8)
- Daily Azkar (115)
- Daily Duas (97)
- Dajjal (Antichrist) (7)
- Dawa (Medicine) (1)
- Dawat Aur Tableeg (10)
- Dhil-Hajj (14)
- Dost-Dushman (Friend-Enemy) (9)
- Dua (10)
- Dua-Azkar (43)
- Dua-Azkar (Supplication/invocation) (163)
- Dua-E-Qunut (1)
- Duniya-Aakhirah ( World-Hereafter) (35)
- Duniya-Aakhirat(This World and hereafter) (1)
- Durud aur Salam (20)
- Durud e IBrahim (2)
- Eesal e Sawab (5)
- Eid Al-Adha (19)
- Eid Al-Fitr (9)
- Eid Greetings (4)
- Family (15)
- Farishtey (Angels) (12)
- Fitney-Fasad(Affliction and trial) (10)
- Gaib-ka-ilm ( The Knowledge of Unseen) (4)
- Geebat (Backbiting) (6)
- Grahan (Eclipse) (1)
- Gunaah (Sin) (23)
- Gusal (Bathing) (1)
- Hadith Qudsi (13)
- Hajj (Pilgrimage) (36)
- Halal-Haram (14)
- iLaj (Treatment) (15)
- ilm (Knowledge) (7)
- Imaan ( faith) (13)
- Insaniyat (Humanity) (39)
- Islami Science (3)
- Islamic Conversation Gallery (1)
- Istikhara (1)
- jamia Tirmidhi (99)
- Janaza (funeral) (5)
- jannat-Dojakh ( Hell-Paradise) (113)
- Jannat-Dozakh ( Hell-Paradise) (13)
- Jhoot (Lie) (11)
- Jihad (56)
- Jinn (3)
- Jumaa (Friday) (30)
- Kabira Gunah (2)
- Kafir ( Disbeliever) (4)
- Khana (Food) (25)
- Kharid-o-Farokht (Business) (3)
- Khas Namazein aur Ibadatein (Special Prayers & Worships) (11)
- Khwab (Dream) (1)
- Khwateen ke liye ( Women Special) (15)
- Laanat (Curse) (11)
- Libas (Cloth) (3)
- Maghfirat (forgiveness) (61)
- Makka-Madina (16)
- Malik Muwatta (3)
- Mareez (Patient) (10)
- Married Life (23)
- Masjid (11)
- Masnad Ahmed (58)
- Maut (Death) (44)
- Meezan (Scale) (1)
- Mishkat (2)
- Miswak (1)
- Mix Azkar (4)
- Mix Four Azkar (48)
- Moon (Chand) (3)
- Muharram-Ahl-E-bait Radi allahu anhuma (18)
- Munafiq (Hypocrite) (2)
- Museebat-Pareshani(affliction-Problem) (21)
- Muslim Brotherhood (41)
- Musnad Ahmed (1)
- Mustadrak Al-Hakim (2)
- Namaz (Prayer) (131)
- Namaz ke baad ke Azkar (2)
- Namaz ke baad ke Azkar in English (1)
- Namaz ke baad ke Azkar in Roman (1)
- Naseehat (Advice) (14)
- Nawafil (17)
- Nikah (Marrige) (17)
- Padosi (Neighbour) (2)
- Paki-Napaki (Cleanliness) (3)
- Pending (1)
- Qabr (Grave) (21)
- Qarz (Debt) (13)
- Qasam (Oath) (5)
- Qayamat ( Last day) (74)
- Qayamat ki Nishaniya (Sign of Last day) (25)
- Quran ki Fazilat (The virtue of Quran) (3)
- Quranic Videos with subtitles (4)
- Qurbani (Sacrifice) (14)
- Rajab Aur Shaban (3)
- Ramadan gallery (4)
- Ramadan Quiz (36)
- Ramadhan (Ramazan) (72)
- Rishtedaar ( Relatives) (10)
- Rizq (Sustence) (19)
- Roza ( fasting) (46)
- Sadqa e Jariya (2)
- Sadqa-Khairat-Zakat (Charity) (49)
- Sadqa-Zakat (Charity) (1)
- Safar (Journey) (7)
- Sahaba Radi allahu Anhuma (19)
- Sahi Al Targib Wa Al Tarhib (6)
- Sahih Al Jamea (7)
- Sahih Bukhari (349)
- Sahih Ibn Hibban (11)
- Sahih Muslim (186)
- Sajda(prostration) (1)
- Salat Al-Tasbeeh (1)
- Sazda(prostration) (1)
- Seerat un Nabee Sal-Allahu Alaihi Wasallam (33)
- Shafaat (intercession) (13)
- Shaheed (Martyr) (26)
- Shaitan (Devil) (17)
- Shan-e-Rasool ﷺ (29)
- Sharab aur Juaa (Wine & Gambling) (9)
- Short Duas / Aayat (200)
- Sood-Riba (Interest and Usury) (5)
- Special Days (4)
- Special Post (8)
- Sunan Abu Dawud (160)
- Sunan ibn majah (127)
- Sunan Nasaii (57)
- Sunnat Tareeqa ( Sunnah Way) (33)
- Surah Al-Fatiha (1)
- Tabrani (18)
- Tahajjud (5)
- Takabbur (arrogant) (3)
- Talaq(Divorce) (7)
- Taqdeer (Destiny) (11)
- Taqleed (1)
- Tauba-Astigfar (Asking pardon) (16)
- Tawheed-Shirk ( Oneness of Allah) (65)
- Tawheed-Shirk (Oneness Of Allah) (1)
- Tibbe Nabwi (Medicine) (7)
- Umrah (17)
- Urdu Taqreer (20)
- Waldein ( Parents ) (18)
- Waseela (2)
- waseeyat (1)
- Weerasat (1)
- Witr (Witr Prayer) (6)
- Wudhu (Ablution) (12)
- Yahud o Nasara (Christians and Jews) (12)
- Yateem aur Bewa ( Orphan and Widow) (1)
- Zeenat ( beauty) (1)
- Zina (illegal intercourse) (4)
Search Hadith
Sunday, January 31, 2021
Mix Four Azkar - 42
✦ : Mukamal Hajj aur Umrah ka sawab
✦ : Aur Allah Subhanahu us halat mein bhi unko azab dene wala nahi hai jab wo Astagfar karte ho
✦ : Main Apne Rabb ko hi pukarunga aur ummed hai ki main apne Rabb ko pukar kar mehrum nahi rahunga
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1281* ❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1281* ❗
*Quran mein ek jagah farmaya gaya hai Allah ka shukr hai jisne hamko is zameen ka waris kar diya*
*Sawal 1 : Is mein jis zameen ka zikr kiya gaya hai wo zameen kaha hain*
A. Mulk e Sham
B. Makka
C. Madina
D. Baitul ul Muqaddas
E. Masjid Al Haram
F. Misr (Egypt)
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
*Sawal 2 : Dawud Alaihi salam ke waris kaunse Nabee they ?*
A. Yaqub alaihi salm
B. Ayyub alaihi salam
C. Dawud alaihi salam
D. Yahya alaihi salam
E. Sulaiman alaihi salam
F. Ibrahim alaihi salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1281* ❗
*Allah Subhanahu said in Quran Praise to Allah, has made us inherit (this) land*
*Sawal 1 : In this verse that land belong to which place *
A. Syria (Sham)
B. Makka
C. Madina
D. Baitul ul Muqaddas
E. Masjid Al Haram
F. Misr (Egypt)
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*Sawal 2 : Who was the inheritance of the Dawud Alaihi salam ?*
A. Yaqub alaihi salm
B. Ayyub alaihi salam
C. Dawud alaihi salam
D. Yahya alaihi salam
E. Sulaiman alaihi salam
F. Ibrahim alaihi salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : GE 💐✅*
-------
Aur jo log apne Rabb se darte hain unko giroh giroh banaker Jannat ki taraf le jayenge yahan tak ki jab uske paas pahunch jayenge aur uske darwaze khol diye jayenge toh uske daroga unse kahenge ki tum per salam tum bahut achche rahe ab ismein hamesha ke liye dakhil ho jao. Woh kahenge ki *Allah ka Shukr hai jisne apne wade ko humse Sachcha kar diya aur humko is zameen ka waaris bana diya* hum Jannat mein jis makaan mein chahein rahein toh achche amal karne walon ka badla bhi kaisa khub hai.
Surah Az Zumar (39), 73-74
Al Quran : Aur humne Dawud alaihi salam aur Sulaiman alaihi salam ko ilm diya aur kahne lage Allah ka shukr hai jisne humen imaan wale bando par fazilat di, aur Sulaiman Alaihi Salam Dawud alaihi salam ke waris huye aur kahne lage ki eh logo humein parindo ki boli sikhayee gayee hain aur humko har tarah ke saaz aur saman diye gaye hain beshak ye sareeh fazilat hai
Surah An-Naml (27) , 15-16
*💐✅ Answer : GE💐✅*
-------
Al Quran : And those who kept their duty to their Lord (Al-Muttaqun ) will be led to Paradise in groups, till, when they reach it, and its gates will be opened (before their arrival for their reception) and its keepers will say: Salamun 'Alaikum (peace be upon you)! You have done well, so enter here to abide therein." And they will say: *All the praises and thanks be to Allah Who has fulfilled His Promise to us and has made us inherit (this) land.* We can dwell in Paradise where we will; how excellent a reward for the (pious, good) workers
Surah Az Zumar (39), 73-74
Al Quran : And indeed We gave knowledge to Dawud and Sulaiman (Solomon), and they both said: "All the praises and thanks be to Allah, Who has preferred us above many of His believing slaves!" And Sulaiman inherited (the knowledge of) Dawud . He said: "O mankind! We have been taught the language of birds, and on us have been bestowed all things. This, verily, is an evident grace (from Allah)."
Surah An-Naml (27) , 15-16
Thursday, January 28, 2021
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1280* ❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1280* ❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek baar kuch cheezo ka zikr kiya aur farmaya ki ye agar insan mein mojud ho to phir duniya mein se usko kuch bhi hasil na ho to bhi koi baat nahi*
*Sawal : Wo cheezein kya hain ?*
A. Allah ka khauff
B. Sach bolna
C. Waqt par Namaz
D. Achcha Akhlaq
E. Zuban ki hifazat
F. Amanat ki hifazat
G.Halal Luqma
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1280* ❗
*Answers are more than one*
*Once Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam mentioned some habits and said if anybody has all these things , than it does not matter if he has nothing from this world*
*Sawal : Wo cheezein kya hain ?*
A. Fear of Allah
B. Speaking the truth
C. Praying on time
D. Good Manners
E. Guard of tongue
F. Guard of Amanah (trust)
G. A morsel of halal food
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : BDFG 💐✅*
-------
✦: Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar chaar aadatein tum mein mojud hon to duniya se agar tumko kuch na mile to bhi koi harj nahi
1. Amanat ki hifazat
2. Sach bolna
3. Achcha Akhlaq
4. Pakeeza Halal luqma
Al Silsila Sahiha 1327
*💐✅ Sahih Jawab : BDFG 💐✅*
-------
✦: Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said if you have four things in you than it does not matter if you get nothing from this world
1. Guard of Amanah (trust)
2. Speaking the truth
3. Good Manners
4. A morsel of halal food
Al Silsila Sahiha 1327
Wednesday, January 27, 2021
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1279* ❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1279* ❗
*Ek amal aisa hai jisko karne par shaitano ke jism ka ek hissa tut jata hai*
*Sawal 1 : Wo amal kaunsa hai ?*
A. Sajda e Sahu
B. Sajda e Tilawat
C. Sadqa
D. Namaz
E. Wuzu
F. Nikah
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
*Sawal 2 : Us amal ko karne par kitne shaitano ke jism ka wo hissa tut jata hai ?*
A. 3
B. 7
C. 10
D. 40
E. 70
F. 100
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1279* ❗
*There is a deed if anybody perform , it breaks the body part of the devil*
*Quiz 1 : What is that deed ?*
A. Sajda e Sahu
B. Sajda Tilawah
C. Sadqa (Charity)
D. Salah (Prayer)
E. Wudhu (Ablution)
F. Marrige
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*Quiz 2 : That deed breaks the body parts of how many devils ?*
A. 3
B. 7
C. 10
D. 40
E. 70
F. 100
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : CE 💐✅*
-------
*Wo Amal Sadqa hai aur usko karne par 70 shaitano ka jabda (jaw) tut jata hai*
-------
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi Aadmee Sadqa karta hai to wo 70 shaitanon ke jabde todta hai
Masnad Ahmed-3574 Sahih
*💐✅ Answer : CE 💐✅*
-------
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said whevnever anybody gives charity, it breaks the jaws of the seventy devils
Masnad Ahmed-3574 Sahih
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1278*❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1278*❗
Sawal : inmein se kaunsa Azkar hai jisko padhne wale ke liye farishte Astigfar karte hain ?
A. La ilaha illAllah
B. SubhanAllah Walhamdulillah Wa lailaha illAllah WallahuAkbar Wa TabarakAllah
C. SubhanAllahi wa bihamdihi
D. Sayydul Astigfar
E. Allahumma Rabbana Lakal Hamd
F. Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1278❗
Quiz : What is that azkar if a person recites angel seek forgiveness for him ?
A. La ilaha illAllaah
B. SubhanAllah Walhamdulillah Wa lailaha illAllah WallahuAkbar Wa TabarakAllah
C. SubhanAllahi wa bihamdihi
D. La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
E. Allahu Allahu Rabbi La Ushrika Bihi Shaaaya
F. Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : B 💐✅*
---------
Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu se riwayat hai koi banda jab kehta hai
*’’سُبْحَانَ اللهِ وَالْحَمْدُ ِللهِ وَلَا إِلَهَ إِلاَّ اللهُ وَاللهُ أَکْبَرُ وَتَبَارَکَ اللهُ‘‘*
*SubhanAllah Wa Alhamdulillah Wa Laa Ilaha IllAllah Wa Allahu Akbar Wa TabarakAllah*
Ek Farishta inn alfaz ko pakad leta hai innhein apne par ke neeche daba leta hai aur unhein le kar asman ki taraf parwas kar jata hai us farishte ka Farishton ki jis jamat ke paas se guzar hota hai wo unke kehne wale ke liye Astagfar karte hain yaha tak ke wo unhein Rehman ke samne pesh kar deta hai
Mustadrak Sahihain 461/2-Sahih
At-Tabrani Muajjam Al Kabeer 3589-Sahih
---------
عَنْ عَبْدِ اللهِ بْنِ مَسْعُوْدٍ رضي الله عنه قَالَ : إِذَا حَدَّثْنَاکُمْ بِحَدِيْثٍ أَتَيْنَاکُمْ بِتَصْدِيْقِ ذَلِکَ فِي کِتَابِ اللهِ : إِنَّ الْعَبْدَ إِذَا قَالَ : سُبْحَانَ اللهِ وَالْحَمْدُ ِللهِ وَلَا إِلَهَ إِلاَّ اللهُ وَاللهُ أَکْبَرُ وَتَبَارَکَ اللهُ، قَبَضَ عَلَيْھِنَّ مَلَکٌ فَضَمَّھُنَّ تَحْتَ جَنَاحِهِ وَصَعِدَ بِهِنَّ، لَا یَمُرُّ بِھِنَّ عَلَی جَمْعٍ مِنَ الْمَلاَئِکَةِ إِلاَّ اسْتَغْفَرُوْا لِقَائِلِھِنَّ حَتَّی یَجِيئَ بِھِنَّ وَجْهَ الرَّحْمَنِ۔ ثُمَّ تَـلَا عَبْدُ اللهِ : {اِلَيْهِ یَصْعَدُ الْکَلِمُ الطَّيِّبُ وَالْعَمَلُ الصَّالِحُ یَرْفَعُهٗ}۔ [فاطر، 35 : 10] رَوَاهُ الْحَاکِمُ وَقَالَ : صَحِيْحُ الإِسْنَادِ۔
خرجه الحاکم في المستدرک علی الصحیحین، 2 / 461، الرقم : 3589، والطبراني في المعجم الکبیر، 9 / 233، الرقم : 9144، والمنذري في الترغیب والترھیب، 2 / 281، الرقم : 2407۔
*💐✅ Answer : B 💐✅*
-----
Abdullah bin Mas`ud, may Allah be pleased with him, said When the Muslim servants says,
*’’سُبْحَانَ اللهِ وَالْحَمْدُ ِللهِ وَلَا إِلَهَ إِلاَّ اللهُ وَاللهُ أَکْبَرُ وَتَبَارَکَ اللهُ‘‘*
*SubhanAllah Wa Alhamdulillah Wa Laa Ilaha IllAllah Wa Allahu Akbar Wa TabarakAllahu*
`Glory and praise be to Allah, there is no god worthy of worship except Allah, Allah is Most Great and blessed be Allah,'
an angel takes these words and puts them under his wing, then he ascends with them to the heaven. He does not take them past any group of angels but they seek forgiveness for the one who said them, until he brings them before Allah, may He be glorified.''
Mustadrak Sahihain 461/2-Sahih
At-Tabrani Muajjam Al Kabeer - 3589 Sahih
Monday, January 25, 2021
✦ Ye Azkar padhne par Samundar ke jhaag ke barbar gunah maaf ho jate hain
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗
*Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Apna Hashar kin ke saath karne ki dua maangi thi ?*
*(Hashar - Qayamat mein uthna)*
A. Mujahid
B. Miskeen
C. Muhajir
D. Ansar
E. Muttaqi
F. jo jung e badr mein shaheed huye
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗
*Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Supplicated to be gathered on the day of Qayamah with whom ?*
A. Mujahid
B. Poor
C. Muhajir
D. Ansar
E. Pious (Muttaqi)
F. The one who Martyr in Battle of Badr
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : B 💐✅*
-----
Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu Se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam is tarah dua farmate
*اللَّهُمَّ أَحْيِنِي مِسْكِينًا وَأَمِتْنِي مِسْكِينًا وَاحْشُرْنِي فِي زُمْرَةِ الْمَسَاكِينِ*
Allahumma Ahyini Miskeenan Wa Amitni Miskeenan WahShurnee Fi Zumratil-Masakeen
Eh Allah Mujhe Miskeeni Ki halat Mein Zinda Rakh, Aur Mujhe Miskeeni Ki halat Mein Wafat de, Aur Mujhe Masakeen Ke Giroh Mein Jama kar
( Yani Qayamat ke din Miskeeno ke saath hashar farma)
Al Silsila Sahiha - 1331
*💐✅ Answer : B 💐✅*
-----
Narretd by Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam used to supplicate like this
*اللَّهُمَّ أَحْيِنِي مِسْكِينًا وَأَمِتْنِي مِسْكِينًا وَاحْشُرْنِي فِي زُمْرَةِ الْمَسَاكِينِ*
Allahumma Ahyini Miskeenan Wa Amitni Miskeenan Wah-Shurnee Fi Zumratil-Masakeen
O Allah, cause me to live poor and cause me to die poor, and gather me among the poor (on the Day of Resurrection).
Al Silsila Sahiha - 1331
❗Only-Quran-Hadith Quiz 1276❗
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1276*❗
*Jawab ek se zyada hai*
*Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek sahabi ke bachcho ke naam Harun Alaihi Salam ke bachcho ke naam par rakhey*
*Sawal : Un sahabi ke bachcho ke naam kya rakhe gaye they ?*
A. Shabbir
B. Muhsin
C. Yasin
D. Shabbar
E. Hasan
F. Hussain
G. Mushabbir
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1276*❗
*Answer are more than one*
*Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam changed the name of the children of a sahabi and he Kept as the name of the children of the Harun Alaihi salam*
*Sawal : What were the name of that sahabi's Children?*
A. Shabbir
B. Muhsin
C. Yasin
D. Shabbar
E. Hasan
F. Hussain
G. Mushabbir
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : BEF 💐✅*
-----
Syedana Ali Radiallahu Anhu se rivayath hai woh kehte hain jab Hasan Radi Allahu Anhu paida hua toh maine unka naam Harb rakha, Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao Aap logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb, Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi balki uska naam toh Hasan hai, phir jab Hussain Radi Allahu Anhu paida hue toh maine uska naam Harb rakha , Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao tum logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi balki uska naam Hussain hai, jab teesra bachcha paida hua toh maine uska naam phir se Harb rakha , to Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao, tum logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi balki yeh Muhsin hai phir Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya maine in bachcho ke naam Haroon Alaihi salam ke bachcho ke naam per rakhe hain, unke naam yeh they Shabbar, Shabbir, aur Mushabbir.
Masnad Ahmed 4760-Sahih
*💐✅ Answer : BEF 💐✅*
-----
Narrated by Syedana Ali Radiallahu Anhu when Hasan Radi Allahu Anhu borned I kept his name as Harb.
Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam came and told me to show my Son and asked what name you have given to him ? I said Harb No, keep his name Hasan.And when Hussain Radiallahu got borned, I kept his name as Harb
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi came and told me to show my son then he said what name you have given to him ? I said Harb,
Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam said No, keep his name Hussain When the third child got borned again I kept his name Harb.
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam came and said show me your son son, what name you have given to him ? I said Harb,Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said No, but he is Muhsin Then Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam said I kept these childrens names upon the names of Haroon Alaihi salam Childrens and their names were Shabbar, Shabbir, Mushabbir.
Masnad Ahmed 4760 Sahih
Saturday, January 2, 2021
✦ Museebat aur pareshni ke waqt padhne ki dua
Mix Four Azkar - 41