Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, September 2, 2017

Eid Mubarak - TaqabbalAllah Minna wa Minkum





















* •˜”°•✫Eid Mubarak,•˜”°•✫*

*TaqabbalAllah Minna wa Minkum *

🌹 تقبل الله منا ومنكم 🌹

عيد مبارك
----------
اللّهُ أكبر اللّهُ أكبر اللّهُ أكبر لا إلَهَ الا اللّه
اللّهُ أكبر اللّهُ اكبر و لِلّه الحمدَ
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
--------------
Allahu Akbar Allahu Akbar La ilaha illallah 
Allahu Akbar Allahu Akbar Wa Lillahil hamd
Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, 
Wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila 
--------------
✦ Abdullah bin Umar radi Allahu anhu se rivayat hai ki hum log Rasool-Allah Sal-Alalahu Alaihi Wasallam ke saath mashgul they ki us dauran ek shakhs ne kaha
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
"Allahu Akbaru kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila 
Aap Sal-Alalahu Alaihi Wasallam ne farmaya kis shakhs ne ye kalimat padhe hain us shakhs ne kaha ki maine padhe hain to Aap Sal-Alalahu Alaihi Wasallam ne 
farmaya ki ia kalme ke liye 12 farishte daud padhe (yani is kalme ko sunne ke baad 12 farishte ne ye khwahish zahir ki ke is kalme ko wo baargah e ilahi mein pesh kare)
Sunan Nasaii, Jild 1, 888-Sahih
--------------
✦ Ibn Umar Radi Allahu anhu se rivayat hai ki hum log Rasool-Allah ﷺ ke saath namaz mein mashgul they ki ek shaksh ne kaha 
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
Allahu Akbar kabira Wa Al-hamdu Lillahi kathira, Wa Subhan-Allahi bukratan wa Asila
Rasool-Allah ﷺ ne sunkar farmaya ki kisne ye kalimat padhe us shaksh ne kaha ki maine, to Aap ﷺ ne farmaya is kalme ki wajah se aasman ke darwaze khol diye gaye Ibn umar Radi allahu anhu ne farmaya us din ke baad se maine is kalimat ko kabhi nahi chorha jis waqt se Rasool-Allah ﷺ ne ye irshad farmaya tha
Sunan Nasaii, Jild 1, 889-Sahih
--------------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Ek shakhs ne kaha
Alhamdulillahi Kathira - اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا 
(yani Allah ke liye bahut zyada tarifein hain) to farishte ko ye likhna bhari mehsus hua to usne us baare mein Allah Subhanahu se ruju kiya to us se kaha gaya ki usko (uske sawab ko) usee tarah likho jis tarah mere bande ne kaha kathira (yani bahut zyada)
Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih

------------------------------


✦ It was narrated from Abdullah bin Umar that: A man stood behind the Prophet of Allah (ﷺ) and said: 
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
"Allahu Akbaru kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila 
(Allah is Most Great and much praise be to Allah and glorified be Allah at the beginning and end of the day)." 
The Prophet of Allah (ﷺ) said: "Who spoke these words?" A man said: "I did, O Prophet of Allah (SWT)." He said: "Twelve angels rushed (to take them up near 
Allah)."
Sunan Nasaii, Book 11, 886-Sahih

✦ It was narrated that Ibn Umar said: "While we were praying with the Messenger of Allah (ﷺ), a man among the people said: 
Allahu Akbaru kabira, wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan was asila 
The Messenger of Allah (ﷺ) said: 'Who is the one who said such and such?' A man among the people said: 'I did, O Messenger of Allah.' He said: ' I like it,' and he said words to the 
effect that the gates of the Heavens had been opened for it." Ibn Umar said: "I never stopped saying it since I heard the Messenger of Allah (ﷺ) say that."
Sunan Nasaii, Book 11, 887-Sahih

✦The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said once a man said 
Alhamdulillahi Kathira - اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا 
(All Praise is due to Allah , Abundant), Angel felt heavy to write (its hasnat or rewards) so he went back to Allah regarding this matter , Allah said write (hasnat) for him as my slave said kathira (Abundant)
Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih



No comments:

Post a Comment