✦ Islamic Quiz-96✦
Sawal: Wo
kaunsi Namaz hai jiske pahle 4 rakat aur jiske baad 4 rakat padhne wale par
Jahannam haram ho jayegi
A. Zuhar
B. Tahajjud
C. magrib
D. Isha
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------
Quiz: What is
the name of that salah (Prayer), a perosn keeps on praying regularly four
rakahs before and four after that , he
will not enter the Hell-fire ?
A. Zuhar
B. Tahajjud
C. magrib
D. Isha
E. None of the above
F. I want to know
F. I want to know
Sahi Jawab A. Zuhar
Umm Habibah
Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne
farmaya jo shakhs dhuhar se pahle ki chaar rakat aur Dhuhar ke baad ki chaar
rakat ki hifazat kare (yani usko rozana padhe)to us par Jahannam haram ho
jayegi
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1256 - Sahih
Answer A -
Zuhar
Narrated Umm
Habibah Radi Allahu Anha: The Prophet sallallahu alaihi wasallam said: If
anyone keeps on praying regularly four rak'ahs before and four after the noon
prayer, he will not enter the Hell-fire.
Sunan Abu
Dawud, Book 4, 1264 - Sahih
No comments:
Post a Comment