✦ Islamic Quiz-41✦
Sawal: Hadith ke hisab se Inmein se kya yaad kar lene par insan Dajjal ke fitne se bach jayega?
A. Surah Al-Hashar ki shuru ki 10 aayatein
B. Surah Al-Mulk ke shru ki 10 aayatein
C. Surah Al-Kahaf ke shuru ki 10 aayein
D. Surah Yaseen ke shuru ki 10 aayein
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------
According Hadith, by which verses learn by heart , a person will be protected from the Dajjal ?
A. The first ten verses of Surah Hashar
B. The first ten verses of Surah Al-mulk
C. The first ten verses of Surah Al-kahaf
D. The first ten verses of Surah Yaseen
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab C
--------------
--------------
Abu Darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo Surah Al-kahaf ki shuru ki 10 aaytein yaad kar le wo Dajjal ke fitney se bach jayega
Sahih Muslim, Vol 1, 1883
Sahih Muslim, Vol 1, 1883
---------------------------
Abu Darda Radi Allahu Anhu reported The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam Said If anyone learns by heart the first ten verses of the Surah al-Kahf, he will be protected from the Dajjal.
Sahih Muslim, Book 6, Hadith 311
Sahih Muslim, Book 6, Hadith 311
No comments:
Post a Comment