Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, July 15, 2015

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Eidgaah jaane ke liye Ek raaste ko aur wapas aate waqt dusre raste ko ikhtiyaar karte they







Bismillahirrahmanirrahim
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Eidgaah jaane ke liye Ek raaste ko aur wapas aate waqt dusre raste ko ikhtiyaar karte they-------------------
Abdullah Ibn Umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam eidgaah jaane ke liye ek raaste ko ikhtiyar karte aur wapas aatey waqt dusre rasste ko ikhtiyar karte they

Sunan Abu Dawud, Jild  1, 1144- Sahih 
-------------------
अब्दुल्लाह इब्न उमर रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लालहु अलैही वसल्लम ईदगाह जाने के लिए एक रास्ते को इख़्तियार करते और वापस आते वक़्त दूसरे रास्ते को इख़्तियार करते थे
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1, 1144-सही
-------------------

عبداللہ اِبْن عمر اللہ عنہما سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم عیدگاہ جانے كے لیے اک راستے کو اختیار کرتے اور واپس آتے وقت دوسرے کو اختیار کرتے تھے
سنن ابو داوود ، جلد 1 ، 1144- صحیح 
-------------------
Narrated Abdullah Ibn Umar Radi Allahu Anhuma: The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam went out by one road on the day of the Eid (‘Id) and returned by another.
Sunan Abu Dawud, Book 3, 1152- Sahih

No comments:

Post a Comment