Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, September 15, 2014

Hadith: Jo musalman koi darakht lagaye phir usmein se koi bhi khaye to lagane wale ko sadqe ka sawab milega




Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith: Jo musalman koi darakht lagaye phir usmein se koi bhi khaye to lagane wale ko sadqe ka sawab milega

Hazrat Jaber Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo musalman koi darakht lagaye phir usmein se koi bhi khaye to lagane wale ko sadqe ka sawab milega aur jo chori ho jayega usmein bhi sadqe ka sawab milega aur jo darinde kha jayenge usmein bhi sadqe ka sawab milega aur jo parinde kha jayenge usmein bhi sadqe ka sawab milega aur usmein se jitna kam hota jayega usmein bhi sadqe ka sawab milega
Sahih Muslim, Vol 4, 3968

Anas Bin Malik Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar koi musalman koi darakht lagata hai aur is darakht se koi insaan ya janwar khata hai to lagane wale ke liye wo sadqa hota hai(yani jab tak koi isme se khayega sadqe ka sawab milta rahega)
Sahih Bukhari, Vol 7, 6012

--------------------------------------------------------------------------
Jabir Radi allahu anhu reported Allah's Messenger sallallahu alaihi wasallam as saying:
Never does a Muslim plants a tree except that he has the reward of charity for him, for what is eaten out of that is charity; what is stolen out of that, what the beasts eat out of that, what the birds eat out of that is charity for him. 
(In short) none incurs a loss to him but it becomes a charity on his part.
Sahih Muslim, Vol Book 10, Hadith 3764

Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "If any Muslim plants any plant and a human being or an animal eats of it, he will be rewarded as if he had given that much in charity."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 41:



---------------- Facebook Urls:--------------

https://www.facebook.com/JoinOnlyQuranHadith 
https://www.facebook.com/HadithInRoman 
https://www.facebook.com/AhadithinEnglish 


----------------Blogspots Urls--------------

http://Only-Quran-Hadith.Blogspot.com/ 
http://HadithInRoman.Blogspot.com/ 
http://AhadithinEnglish.Blogspot.com/ 


-----------------Yahoo Url--------------
https://groups.yahoo.com/neo/groups/Only-Quran-Hadith/conversations/messages

No comments:

Post a Comment