Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 25, 2013

Hadith : Tum zameen walo par raham karo tum par wo (ALLAH) raham karega jo Aasman mein hai


Hadith : Tum zameen walo par raham karo tum par wo (ALLAH) raham karega jo Aasman mein hai

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam farmaya ki jo Allah ki makhluq par raham nahi karta us par bhi raham nahi kiya jata.
Sahih Bukhari, 5997

Abdullah ibn Amr ibn al-'As Radi Allaho Anho se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlalhi Wasallam ne farmaya Raham karney walo par Rahman bhi raham fermata hai, tum zameen walo par raham karo tum par wo (ALLAH) raham karega jo Aasman mein hai
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1504-Sahih



English Translation:
Narrated Abu Hurairah Radi allahu anhu that Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "Whoever is not merciful to others will not be treated mercifully."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, # 26

Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-'As Radi Allaho Anho : The Prophet peace_be_upon_him said: The Compassionate One has mercy on those who are merciful. If you show mercy to those who are on the earth, He Who is in the heaven will show mercy to you.
Sunan Abu Dawud, Book 41, Number 4923-Sahih

No comments:

Post a Comment