Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, September 25, 2013

Al Quran : Apney Rab ke liye namaz parha karo aur Qurbani kiya karo


Al Quran : Beshaq humeny Aapko (O Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam) kauther Ata farmayee, So Apney Rab ke liye namaz parha karo aur Qurbani kiya karo , Beshaq Aapka Dushman hi Be Naam-O-Nishan rahega 
Surah Al-Kauther (108) 

Hadith: Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mera hawz ( kauther) ek mahiney ki musafat ( yani usko cross karney ke liye ek mahina chalna parhta hai) barabar hoga, iska paani doodh se ziyada safed aur iski khushbu Musk se ziyada achchi hogi aur iskey pyaley (cups) aasman ke sitaro ki taadad ke barabar hongey jo shaksh ismein se ek baar jo peeyega wo kabhi bhi piyasa na hoga. 
Sahih Bukhari, vol 8, 6579 

Dua:

اللهم اسقنا من حوض نبيك - صلى الله عليه وسلم
- شربة هنيئة لا نظمأ بعدها أبدا

Ya Allah humko tere Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam ke Hawz-E-kauthar ka Meetha Jaam ata farma dena taki iskey baad humko kabhi payas na lagey. 
-----------------------------------------------------------

بیشک ہم نے آپ کو  ( ہر خیر و فضیلت میں )  بے انتہا کثرت بخشی ہے پس آپ اپنے رب کے لئے نماز پڑھا کریں اور قربانی دیا کریں  ( یہ ہدیۂ تشکرّ ہے ) بیشک آپ کا دشمن ہی بے نسل اور بے نام و نشاں ہوگا
القرآن سورة الکوثر (۱۰۸) آیت ۱-۳


نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”میرا حوض ایک مہینے کی مسافت کے برابر ہو گا۔ اس کا پانی دودھ سے زیادہ سفید اور اس کی خوشبو مشک سے زیادہ اچھی ہو گی اور اس کے کوزے آسمان کے ستاروں کی تعداد کے برابر ہوں گے۔ جو شخص اس میں سے ایک مرتبہ پی لے گا وہ پھر کبھی بھی ( میدان محشر میں ) پیاسا نہ ہو گا۔“ 

صحیح بخاری جلد ۸ ۶۵۷۹

--------------------------


English Translation:
Al Quran : Verily, We have granted you (O Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam) Al-Kauthar 
Therefore turn in prayer to your Lord and sacrifice (to Him only). For he who hates you, 
he will be cut off 
Surah Al-Kauther (108) 

Hadith: Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "My Lake-Fount is (so large that it takes) a month's journey to cross it. Its water is whiter than milk, and its smell is nicer than musk (a kind of Perfume), and its drinking cups are (as numerous) as the (number of) stars of the sky; and whoever drinks from it, will never be thirsty." 
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76, Number 581 

Dua: 

Dua:
اللهم اسقنا من حوض نبيك - صلى الله عليه وسلم -
 شربة هنيئة لا نظمأ بعدها أبدا
O Allah! Provide us a pleasant and delicious drink from the Hawz E Kauthar (the Reservoir Plenty) of Your Prophet peace be upon him , that thereafter we feel no thirst whatsoever

Hadith: Shaheed ki Shfaat uskey gharwalon ke 70 logon ke liye Qubul ki jayegi

Bismillah hir-Rahman nir-Rahim 


Hazrat Abu Darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Shaheed ki Shfaat uskey  gharwalon ke 70 logon ke liye Qubul ki jayegi
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 750 -Sahih
----------------------------------------------------------------
Narrated AbudDarda' Radi Allahu Anhu : The Prophet  peace_be_upon_him  said: The intercession of a martyr will be accepted for seventy members of his family.


Hadith: (Ya Allah) hum terei hi ibadat kartey hain aur tujh hi se madad maangtey hain


Bismillah Ar-Rahman Ar-Rahim  

Shuru Allah ka naam lekar , jo bada meharbaan aur nihayat raham wala hai.
Sab taarif Allah hi ke liye hai jo sarey jahan ka RAB hai.
Bada meharbaan nihayat raham wala.
  (Ya Allah) hum terei hi ibadat kartey hain aur tujh hi se madad maangtey hain.
Humein seedhey raastey chala.
Un logon ke jin par tuney apna inaam kiya,nNa unkey jin par tu gussa hua aur Na gumraaho ke
Al Quran , Surah Al-Fatiha (1)
--------------------------------------------

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful          

All the praises and thanks be to Allah, the Lord of the Alamin
The Most Gracious, the Most Merciful.
The Only Owner of the Day of Recompense
(Oh Allah) It is You we worship and You we ask for help Guide us to the straight way.
Guide us to the Straight Way.      
The Way of those on whom You have bestowed Your Grace , 
not (the way) of those who earned Your Anger, nor of those who went astray.
Al Quran , Surah Al-Fatiha (1) 








Hadith: jo shaksh apney Deen ke liye Qatl kar diya to wo shaheed hai


Hadith: jo shaksh apney Deen ke liye Qatl kar diya to wo shaheed hai

Saeed Bin Zaid Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh apney Maal ke wastey( hifazat karte kartey) Qatl kar diya jaye wo Shaheed hai, Jo shaksh apney ghar walon ke liye ( yani unki hifazat kartey huye) Qatl kar diya jaye wo shaheed hai, jo shaksh apney Deen ke liye Qatl kar diya to wo shaheed hai, aur jo shaksh apni jaan ke liye Qatl kar diya wo shaheed hai
Sunan Nasaii, Vol3, 397 ( Sahih)

English Translation:
It was narrated that Saeed bin Zaid radi allahu anhu said The Messenger of Allah peace be upon him said: Whoever is killed protecting his wealth, he is a martyr.
Whoever is killed protecting his family, he is a martyr.
Whoever is killed protecting his religion, he is a martyr.
Whoever is killed protecting himself, he is a martyr.
Sunan Nasaii, Vol. 5, Book 37, Hadith 4100 (Sahih)



Hadith: Mainey jannat mein Ek Shaksh ko Majey kartey huye dekha jisney ek darakht ko raah mein se kaat diya tha jis sey logon ko takleef hoti thi


Bismillahirrahmanirrahim
 
Hadith: Mainey jannat mein Ek Shaksh ko Majey kartey  huye dekha jisney ek darakht ko raah mein se  kaat diya tha jis sey logon ko takleef hoti thi


Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Mainey jannat mein Ek Shaksh ko Majey kartey  huye dekha jisney ek darakht ko raah mein se  kaat diya tha jis sey logon ko takleef hoti thi
Sahih Muslim, vol 6, 6671

Abu Huraira reported Allah's Messenger may peace be upon him  as saying that I saw a person enjoying himself in paradise because of the tree that he cut from the path which was a source of inconvenience to the people.  
Sahih Muslim, Book #032, #6341




Hadith: Ziyada sawab us (dinar) par hai jo tumney apney gharwalon par kharch karte


Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki Allah Subhanahu farmata hai Eh aadam ke betey kharch kar ki main bhi tujh par kharch karunga aur Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah ka haath bhara hua hai raat din kharch karney se kuch kam nahi hota
Sahih Muslim, Vol 3, 2308

Soban Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya behtar dinar (ya rupya) jisko aadmi kharch karta hai wo hai jisey wo apney gharwalon par kharch karey aur isi tarah wo hai jisey wo kharch karta hai apney janwar par Allah ki raah mein, aur wo jisey wo kharch karta hai apney dosto par Allah ki raah mein.
Sahih Muslim, Vol 3, 2310

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Ek dinar (ya rupya) tumney Allah ki raah mein diya , ek Ghulam ko azad karney mein diya aur ek dinar miskeen ko diya aur ek apney gharwalon par kharch kiya to ziyada sawab us (dinar) par hai jo tumney apney gharwalon par kharch kiya
Sahih Muslim, Vol 3, 2311
--------------------------------------------------------------------
English Translation:
Abu Huraira reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying that Allah, the Most Blessed and High, said: O son of Adam, spend. I will spend on you. The right hand of Allah is full and overflowing and in nothing would diminish it, by overspending day and night.
Sahih Muslim, Book 005, Number 2178:

Thauban Radi Allahu Anhu reported Allah's Messenger peace be upon him as saying: The most excellent dinar is one that a person spends on his family, and the dinar which he spends on his animal in Allah's path, and the dinar he spends on his companions in Allah's path.
Sahih Muslim, Book 005, Number 2180:

Abu Huraira reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: Of the dinar you spend as a contribution in Allah's path, or to set free a slave, or as a sadaqa given to a needy, or to support your family, the one yielding the greatest reward is that which you spent on your family.
Sahih Muslim, Book 005, Number 2181

Hadith: jo ye chahey ki uski rozi bad jaye aur uski umar lambi ho jaye usey chahiye ki sila-rahmi (rishteydaron ke saath achcha suluq) karey.


Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: jo ye chahey ki uski rozi bad jaye aur uski umar lambi ho jaye usey chahiye ki sila-rahmi (rishteydaron ke saath achcha suluq)  karey.



Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo ye chahey ki uski rozi bad jaye aur uski umar lambi ho jaye usey chahiye ki sila-rahmi (rishteydaron ke saath achcha suluq)  karey.

حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ جسے پسند ہے کہ اس کی روزی میں فراخی ہو اور اس کی عمردراز کی جائے تو وہ صلہ رحمی کیا کرے۔ 

صحیح بخاری ۵۹۸۵
--------------------------
Sahih Bukhari,  5985
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : I heard Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam  saying, "Who ever is pleased that he be granted more wealth and that his lease of life be pro longed, then he should keep good relations with his Kith and kin."



Hadith: Mera paigham logon tak pahuchao chahe ek hi aayat ho





Hadith: Mera paigham logon tak pahuchao chahe ek hi aayat ho

Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya mera paigham logon tak pahuchao chahe ek hi aayat ho, aur jisney mujh par jaanbujh kar (intentionally) jhoot bola usey jahannam mein apney thikaney ke liye tayyar rahna chahiye.
Sahih Bukhari, Vol4, 3461

English Translation:
Narrated Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "Convey (my teachings) to the people even if it were a single sentence, And whoever tells a lie on me intentionally, will surely take his place in the (Hell) Fire."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 56, No 667

Hadith: Qataa Rahmi karney wala (Rishtey todney wala) jannat mein nahi jayega



Bismillahirrahmanirrahim

 Hadith: Qataa Rahmi karney wala  (Rishtey todney wala) jannat mein nahi jayega


Jubair bin Mutim Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoo-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Qataa Rahmi karney wala  (Rishtey todney wala) jannat mein nahi jayega.
Sahih Bukhari,  5984

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Raham (Rishte Naatey) ka taaluq Rahman se hai,  isliye jo koi is se (raham se) apne aapko jodta hai ALLAH taala ne farmaya ki main bhi usko apne se jod leta hun aur jo koi us se tod leta hai main bhi apne aapko us se tod leta hun.
Sahih Bukhari, Vol 7, 5988
----------
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا، نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ قطع رحمی کرنے والا جنت میں نہیں جائے گا۔ 
صحیح بخاری ۵۹۸۴

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ رحم کا تعلق رحمن سے جڑا ہوا ہے پس جو کوئی اس سے اپنے آپ کو جوڑتا ہے اللہ پاک نے فرمایا کہ میں بھی اس کو اپنے سے جوڑ لیتا ہوں اور جو کوئی اسے توڑتا ہے میں بھی اپنے آپ کو اس سے توڑ لیتا ہوں۔

صحیح بخاری جلد ۷ ۵۹۸۸
----------------------------

ज़ुबैर बिन मुतिम रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया क़ता रहमी  करने वाला  (रिश्ते तोड़ने वाला) जन्नत में नही जाएगा.
सही  बुखारी,  5984

अबू हुरैरा  रदी  अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया रहम (रिश्ते नाते) का त़ाअल्लुक रहमान से है,  इसलिए जो कोई इस से (रहम से) अपने आपको जोड़ता है अल्लाह सुबहानहु ने फरमाया की मैं भी उसको अपने से जोड़ लेता हूँ और जो कोई उस से तोड़ लेता है मैं भी अपने आपको उस से तोड़ लेता हूँ.
सही  बुखारी, जिल्द  7, 5988
----------

Narrated Jubair bin Mutim Radi Allahu Anhu : That he heard the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam  saying, "The person who severs (split or cut ) the bond of kinship (Relationship) will not enter Paradise." 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 13:

Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said, "The word 'Ar-Rahm derives its name from Ar-Rahman (i.e., one of the names of ALLAH) and ALLAH said: 'I will keep good relation with the one who will keep good relation with you, (womb i.e. Kith and Kin) and sever the relation with him who will sever the relation with you, (womb, i.e. Kith and Kin). 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 17: 

Hadith : Tum zameen walo par raham karo tum par wo (ALLAH) raham karega jo Aasman mein hai


Hadith : Tum zameen walo par raham karo tum par wo (ALLAH) raham karega jo Aasman mein hai

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam farmaya ki jo Allah ki makhluq par raham nahi karta us par bhi raham nahi kiya jata.
Sahih Bukhari, 5997

Abdullah ibn Amr ibn al-'As Radi Allaho Anho se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlalhi Wasallam ne farmaya Raham karney walo par Rahman bhi raham fermata hai, tum zameen walo par raham karo tum par wo (ALLAH) raham karega jo Aasman mein hai
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1504-Sahih



English Translation:
Narrated Abu Hurairah Radi allahu anhu that Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "Whoever is not merciful to others will not be treated mercifully."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, # 26

Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-'As Radi Allaho Anho : The Prophet peace_be_upon_him said: The Compassionate One has mercy on those who are merciful. If you show mercy to those who are on the earth, He Who is in the heaven will show mercy to you.
Sunan Abu Dawud, Book 41, Number 4923-Sahih

Hadith: tum mein se behatreen wo hai jo Quran Majeed parhey ( sikhey) aur parhaye ( sikhaye)


Hadith: 
 tum mein se behatreen wo hai jo Quran Majeed parhey ( sikhey) aur parhaye ( sikhaye) 

Zirr bin Hubaish Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki main safwan Radi Allahu Anhu ki khidmat mein hazir hua to unhoney faramaya kaisey aana hua ? to mainey kaha ilm hasil karney ke liye , to unhoney farmaya maine Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se ye farmate huye suna hai ki jo shakhs bhi ilm ki talab mein apney ghar se nilkle to farishtey uskey amal ko pasand kartey huye uskey liye apney par ( wings) phaila detey hain
Sunan ibn Majah, Vol 1, 226-Hasan

Uthman Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se behatreen wo hai jo Quran Majeed parhey ( sikhey) aur parhaye ( sikhaye)
Sahih Bukhari, Vol 6 , 5028
____________
صفوان بن عسال مرادی رضی اللہ عنہ کے پاس آیا، انہوں نے پوچھا: کس لیے آئے ہو؟ میں نے کہا: علم حاصل کرنے کے لیے، صفوان رضی اللہ عنہ نے عرض کیا: میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا: جو شخص اپنے گھر سے علم حاصل کرنے کے لیے نکلتا ہے تو فرشتے اس کے اس عمل سے خوش ہو کر اس کے لیے اپنے بازو بچھا دیتے ہیں ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۱ ۲۲۶ حسن


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ تم سب میں بہتر وہ ہے جو قرآن مجید پڑھے اور پڑھائے۔ 
صحیح بخاری جلد۶  ۵۰۲۸
____________________

English Translation:
It was narrated that Zirr bin Hubaish Radi Allahu Anhu said: I went to Safwan bin 'Assal Al-Muradi and he said: 'What brought you here?' I said: 'I am seeking knowledge.' He said: 'I heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam Said : "There is no one who goes out of his house in order to seek knowledge, but the angels lower their wings in approval of his action.'"
Sunan ibn Majah, Vol 1, 226-Hasan

Narrated Uthman Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The best among you (Muslims) are those who learn the Qur'an and teach it."
Sahih Bukhari, Book 61, Hadith 545

Hadith: Qasam khaney se saman to jaldi bik jata hai lekin wo Qasam barkat ko mita deney wali hoti hai.


Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Qasam khaney se saman to jaldi bik jata hai lekin wo Qasam barkat ko mita deney wali hoti hai.


Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya (dukandar ke) Qasam khaney se saman to jaldi bik jata hai lekin wo Qasam barkat ko mita deney wali hoti hai.
Sahih Bukhari,  Vol 3, 2087
---------------------------------------

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کو یہ فرمایا ( سامان بیچتے وقت دکاندار کے ) قسم کھانے سے سامان تو جلدی بک جاتا ہے لیکن وہ قسم برکت کو مٹا دینے والی ہوتی ہے۔


صحیح بخاری جلد ۳ ۲۰۸۷
_______________________

Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu : I heard Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam saying, The swearing (by the seller) may persuade the buyer to purchase the goods but that will be deprived of Allah's blessing. 
Sahih Bukhari,  Vol 3, Book 34, No. 300

Al Quran : (tum) Mujhe yaad karo main tumhey yaad karunga aur mera shukar karo aur nashukri na karo


Bismillah Ar-Rahman Ar-Rahim
  
(tum) Mujhe yaad karo main tumhey yaad karunga aur mera shukar karo aur nashukri na karo
Al Quran , Al-Baqara (2), Verse #152

----------------------------
Therefore remember me (by praying, glorifying), I will remember you, and be grateful to Me (for My countless Favours on you) and never be ungrateful to Me. 
Al Quran , Al-Baqara (2), Verse #152





Al Quran : Jisney maut aur Zinadagi ko paida kiya taki tumhey aazmaye ke tum mein kiskey kaam achchcey hain


Bismillah Ar-Rahman Ar-Rahim  
Al Quran : Wo (Allah ) jiskey haath mein baadshahi hai badi barkat wala hai aur wo har cheez par Qadir hai Jisney maut aur Zinadagi ko paida kiya taki tumhey aazmaye ke tum mein kiskey kaam achchcey hain
Surah Al Mulk (67), verse 1-2

---------------------------------------------------------------------
Blessed be He in Whose Hand is the dominion; and He is Able to do all things.
Who has created death and life that He may test you which of you is best in deed. And He is the All-Mighty, the Oft-Forgiving;
Surah Al Mulk (67), verse 1-2


Sunday, September 22, 2013

Al Quran: Unhey ( chura chura Haddiyon ko) wohi zinda karega jisney usey pahli baar paida kiya tha

Bismillah Ar-Rahman Ar-Rahim 


Al Quran:  Unhey  ( chura chura Haddiyon ko) wohi zinda karega jisney usey pahli baar paida kiya tha

77. Kya insaan nahi janta ki humney usey Mani (Semen drop) ke ek Qatrey se banaya hai , phir wo khullam khulla dushman banker jhagadney laga

78 .Aur hamari nisbat baatein banaye laga aur apna paida hona bhul gaya,  kahney laga Boshida (chura chura) haddiyon ko kaun zinda kar sakta hai
79. Kah do unhey wohi zinda karega jisney usey pahli baar paida kiya tha wo sab kuch banana janta hai
80. Wo jisney tumharey liye sabz darakht se Aag paida kar di  ki tum jaldi se us sey Aag sulga letey ho
81. Kya wo jisney Aasman aur zameen ko bana diya us par Qadir nahi ki un jaisey aur banaye,  kyun nahi wo bahaut kuch bananey wala mahir hai
82. Uski to ye shaan hai ki jab wo kisi cheez ka iarada karta hai to itna hi farma deta hai ki ho ja so wo ho jati hai
83.  Wo Zaat (Yani Allah) paak hai  jiskey haath mein har cheez ka kamil ikhtiyar hai aur uski taraf tum lotaye jaogey
Al Quran , Surah yaseen, Verse 77-83
---------------------------------------------------------------------
English Translation:
77       Does not man see that We have created him from Nutfah (mixed male and female sexual discharge - semen drops). Yet behold he (stands forth) as an open opponent.          
78       And he puts forth for Us a parable, and forgets his own creation. He says: "Who will give life to these bones after they are rotten and have become dust?"   
79       Say:  He will give life to them Who created them for the first time! And He is the All-Knower of every creation! 
80       He Who produces for you fire out of the green tree, when behold you kindle therewith. 
81       Is not He Who created the heavens and the earth, Able to create the like of them? Yes, indeed! He is the All-Knowing Supreme Creator
82       Verily, His Command, when He intends a thing, is only that He says to it, "Be!" - and it is!
83       So glorified be He and exalted above all that they associate with Him, and in Whose Hands is the dominion of all things: and to Him you shall be returned.
Al Quran , Surah yaseen, Verse 77-83

Mafhum-e-Quran : Parhaizgaron par marney se pahley Waseeyat karna lazim hai


Bismillah Ar-Rahman Ar-Rahim  


Mafhum-e-Quran : Parhaizgaron par marney se pahley Waseeyat karna lazim hai

Tum par farz kiya jata hai ki jab tum mein se kisi ke Maut ka waqt  aa jaye to agar wo kuch Maal chorh janey wala ho to Maa Baap aur Rishteydaron ke liye Dastur ke Mutabiq Wasiyat kar jaye  ye lazim hai parhezgaron par. Phir Jo koi usey sunney ke baad badal daaley uska gunaah usi par hoga jo usey badlega, beshaq Allah bada sunney wala aur janney wala hai.
Al Quran, Surah Al-Baqara (2), Verse: 180-181
-----------------------------------------------------

English Translation: 
It is prescribed for you, when death approaches any of you, if he leaves wealth, that he makes a bequest to parents and next of kin, according to reasonable manners. (This is) a duty upon Al-Muttaqun. Then whoever changes the bequest after hearing it, the sin shall be on those who make the change. Truly, Allah is All-Hearer, All-Knower. 
Al Quran, Surah Al-Baqara (2), Verse: 180-181


Al Quran : Us (ALLAH) ne tum par mara hua Jaanwar aur Lahu (Khoon) aur Suwar ka Ghosht aur jis cheez par ALLAH ke siwa kisi aur ka naam pukara jaye Haram kar diya hai


Bismillah Ar-Rahman Ar-Rahim  

Al Quran : Us (ALLAH) ne tum par mara hua Jaanwar aur Lahu (Khoon) aur Suwar ka Ghosht aur jis cheez par ALLAH ke siwa kisi aur ka naam pukara jaye Haram kar diya hai, lekin Jo majboor ho jaye (aur wo)  na sarkashi (nafarmani) karney wala ho aur na hadd se badney wala ho us par kuch gunaah nahi, beshaq Allah subhanahu bakshney wala aur raham, karney wala hai
Al Quran , Surah Baqara (2) , Verse 173
------------------------------------------------------
اس نے تم پر صرف مُردار اور خون اور سؤر کا گوشت اور وہ جانور جس پر ذبح کے وقت غیر اﷲ کا نام پکارا گیا ہو حرام کیا ہے ، پھر جو شخص سخت مجبور ہو جائے نہ تو نافرمانی کرنے والا ہو اور نہ حد سے بڑھنے والا تو اس پر ( زندگی بچانے کی حد تک کھا لینے میں ) کوئی گناہ نہیں ، بیشک اﷲ نہایت بخشنے والا مہربان ہے 


سورة البقرہ (۲) آیت ۱۷۳
___________________


He ( Allah) has forbidden to you dead animals, blood, the flesh of swine, and that which  has been dedicated to other than Allah (or on which Name of Allah has not been mentioned) But whoever is forced [by necessity], neither desiring [it] nor transgressing [its limit], there is no sin upon him. Indeed, Allah is Forgiving and Merciful.
Al Quran, Surah Baqara (2) , Verse 173

Al Quran : Agar tum shukriya ada karogey to aur ziyada dunga


Bismillah Ar-Rahman Ar-Rahim  


Al Quran : Agar tum shukriya ada karogey to aur ziyada dunga aur agar nashukri karogey to mera azab bhi sakht hai
Al Quran  , Surah ibrahim (14), Verse #7

If you give thanks, I will give you more (of My Blessings); but if you are thankless , verily  my punishment is indeed severe." 
Al Quran  , Surah ibrahim (14), Verse #7



Al Quran : Phir us roz (Qayamat ke din) tumse naimaton ke baarey mein pucha jayega


 Bismillah Ar-Rahman Ar-Rahim  

Allah Subhanahu ne Quran majeed mein farmaya hai :

Phir us roz (Qayamat ke din) tumse naimaton ke baarey mein pucha jayega

Then on that Day you shall be asked about the delights (you indulged in, in this world)!

Surah Al–Takathur (102) Verse 8

   
Dua from hadith:
اللهم إني اعوذ من زوال نعمتك وتحول عافيتك وفجأة نقمتك ، وجميع سخطك

Eh Allah main teri panaah maangta hun, teri NAIMATON ke zawal se , aur teri ata ki huyee AAFIYAT ke badal janey se , aur teri SAZA ke achanak aa jane se aur teri har tarah ki NARAZGI se .
Sahih Muslim , Vol6, 6943