Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, October 20, 2021

✦: Kasrat Se Astagfar Padhne ki Fazilat




Bismillahirrahmanirrahim


✦: Kasrat Se Astagfar Padhne ki Fazilat

------

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya Khushkhabri hai us shaks ke liye jo apne Naam e aamal mein kasrat se Astagfar paye (Yani Zyada Astagfar padhe)

-----

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا خو شخبری  ہے اس شخص کے لیے جو اپنے صحیفہ( نامہ اعمال )  میں کثرت سے استغفار پائے ۔

---

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said:  Glad tidings to those who find a lot of seeking forgiveness in the record of their deeds. 

Sunan Ibn Maja - 3818



 

No comments:

Post a Comment