Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, May 20, 2020

✦ Sehri karte waqt agar subah ki azan ho jaye to jo khana haath mein ho usko pura kha le






Bismillahirrahmanirraheem

✦  Sehri karte waqt agar subah ki azan ho jaye to jo khana haath mein ho usko pura kha le
------
✦  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi jab subah ki azan suney aur (khane peene ka)  bartan uske haath mein ho toh usay apni zarurat puri kiya bina na rakhein
Sunan Abu Dawud-Jild 2, 578-Sahih
Islam360-2350
----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا تم میں سے کوئی جب صبح کی اذان سنے اور  ( کھانے پینے کا ) برتن اس کے ہاتھ میں ہو تو اسے اپنی ضرورت پوری کئے بغیر نہ رکھے ۔ 
سنن ابو داوود ، جلد ٢، ٥٧٨-صحیح 
----
रसूल-अल्लाह ﷺ ने फरमाया तुम में से जब कोई सुबह की अज़ान सुने और (खाने पीने का) बर्तन उसके हाथ में हो तो उसको अपनी जरुरत पूरी किये बगैर ना रखे 
सुनन अबू दाउद , जिल्द - 2, 578 सही  
----
✦  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said When any of you hears the morning Adhan while he has a vessel (for eating or drinking) in his hand, he should not lay it down till he fulfils his need
SunanaAbuDawood, Book 13, 2343-Sahih


2 comments: