Bismillahirahmanirrahim
✦ Shab-e-Qadr mein Ibadat karne ki fazilat
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jo shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke saath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ibadat mein guzare to uske pichle gunah bakhsh diye jate hain
Sahi Bukhari, 35
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، جو شخص شب قدر ایمان کے ساتھ محض ثواب آخرت کے لیے ذکر و عبادت میں گزارے ، اس کے گزشتہ گناہ بخش دئیے جاتے ہیں
صحیح بخاری، ٣٥
-----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जो शख्स शब-ए-कद्र इमान के साथ और सिर्फ आखिरत के सवाब के लिए ज़िक्र और इबादत में गुज़ारे तो उस के पिछले गुनाह बख्श दिए जाते हैं
सही बुखारी, 35
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Whoever establishes the prayers on the night of Qadr out of sincere faith and hoping to attain Allah's rewards (not to show off) then all his past sins will be forgiven.
Sahi Bukhari, Book 2, 35
No comments:
Post a Comment