Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, August 5, 2017

Buri nazar lagne se insan ki maut bhi ho jati hai




Bismillahirrahmanirrahim

✦ Buri nazar lagne se insan ki maut bhi ho jati hai
---------------------
✦ Abdul rahman bin jabir radi allahu anhu apne walid se bayan karte hain ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya meri ummat ke aksar log jo Allah subhanahu ki kitab aur uske faisle aur uski taqdeer ke baad faut honge wo nazar lagne se honge Al-Silsila-tus-Sahiha, 3238

✦ Tashreeh : Buri nazar se bade se bada nuqsan ho sakta hai yaha tak ki insaan mar bhi jata hai
---------
عبدالرحمن بن جابر اپنے والد سے بیان كرتے ہیں كہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا: میری امت کے اکثر لوگ جو اللہ کی کتاب کے فیصلے اوراس کی تقدیر کے بعد فوت ہونگے وہ نظر لگنے سے ہونگے
السلسلہ صحیحہ ٣٢٣٨ 
---------
✦ अब्दुल रहमान बिन जाबिर रदी अल्लाहू अन्हु अपने वालिद से बयान करते हैं की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मेरी उम्मत के अक्सर लोग जो अल्लाह की किताब और उसके फ़ैसले और उसकी तक़दीर के बाद फौत होंगे 
(मरेंगे) वो नज़र लगने से होंगे
अल-सिलसिला-अस-सहिहा, 3238

तशरीह : बुरी नज़र से बड़े से बड़ा नुक़सान हो सकता है यहा तक की इंसान मर भी जाता है 
---------
✦ Abdul rahman Radi Allahu anhu narrate with his father that the Prophet ﷺ said: Most of those who will die among my ummah are because of the will and decree of Allah, and then because of the evil eye.
Al-Silsila-As-Sahiha, 3238

No comments:

Post a Comment