Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, October 22, 2016

Hadith: Teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate)




Bismillahirrahmanirrahim 


✦ Hadith: Teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai
(yani unke gunah nahi likhe jate)
--------
✦ Aisha Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate) ek to sone wala jab tak ki jag na jaye, aur bachcha jab tak ki wo bada na ho jaye aur pagal jab tak ki wo hosh mein na aaye (yani achcha na ho jaye)
Sunan Nasaii, Jild 2, 1372-Sahih
--------
✦ आईशा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तीन तरह के लोगों पर से क़लम उठा दिया गया है (यानी उनके गुनाह नही लिखे जाते) एक तो सोने वाला जब तक की जाग ना जाए,  
और बच्चा जब तक की वो बड़ा (बालिग़) ना हो जाए और पागल जब तक की वो होश में ना आए (यानी अच्छा ना हो जाए)
सुनन नसाई, जिल्द 2, 1372-सही 
------------

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”تین طرح کے لوگوں سے قلم اٹھا لیا گیا ہے ۱؎ ایک تو سونے والے سے یہاں تک کہ وہ جاگے ۲؎، دوسرے نابالغ سے یہاں تک کہ وہ بالغ ہو جائے، تیسرے دیوانے سے یہاں تک کہ وہ عقل و ہوش میں آ جائے“۔
--------
✦ It was narrated from Aishah Radi Allahu Anhu that the Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said: The pen has been lifted from three (means their sins will not be written), From the sleeper until he wakes up, from the minor until he grows up, and from the insane until he comes back to his senses or recovers.
Sunan Nasaii, Book 27, 3462-Sahih

No comments:

Post a Comment