Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, December 13, 2015

Mafhum-e-Hadith: Ek Juma dusre juma tak ke gunaho ka kaffara hai jo inke darmiyan ho jate hain agar kabira gunah na ho


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Mafhum-e-Hadith: Ek Juma dusre juma tak ke gunaho ka kaffara hai jo inke darmiyan ho jate hain agar kabira gunah na ho
----------------------
✦ Abu Huraira Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Pancho namazein aur (ek) Juma (dusre) juma tak ka kaffara hai (un gunaho se) jo inke darmiyan ho jate hain jab tak ki koi kabira gunah na kare
Sahih Muslim, Jild1 , 550
--------------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया पाँचो नमाजें और (एक) ज़ूमा (दूसरे) ज़ूमा तक का कफ्फारा है (उन गुनाहों से) जो इनके दरमियाँ हो जाते हैं जब तक की कोई कबीरा गुनाह ना करे
सही मुस्लिम, जिल्द1 , 550

--------------------
رسول اللہ صلی الله علیہ وسلم نے فرمایا: ”روزانہ پانچ وقت کی نماز اور ایک جمعہ سے دوسرا جمعہ بیچ کے گناہوں کا کفارہ ہیں، جب تک کہ کبیرہ گناہ سرزد نہ ہوں“
--------------------

✦ Abu Huraira Radi allahu anhu reported:The Messenger of Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said: Five prayers and from one Friday prayer to (the next) Friday prayer is an expiation (of the sins committed) in between their intervals if major sins are not committed.
Sahih Muslim, Book 2, Hadith 448

No comments:

Post a Comment