Hadith:Tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho
Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho,Sahaba ne arz kiya ki phir kyun na hum usi par bharosa kar le, Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Amal kartey raho kyunki har shaksh jis thikaney ke liye paida kiya gaya hai usko waisee hi taufiq di jayegi
Sahih Bukhari, Vol 7, 6217
Narrated 'Ali Radi Allahu
Anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said , "There is none
amongst you but has been assigned a place (either) in Paradise and (or) in the
Hell-Fire." The people said (to him), "Should we not depend upon
it?" He said: carry on doing (good) deeds, for everybody will find easy
such deeds as will lead him to his destined place.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No.236
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No.236
No comments:
Post a Comment