Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, June 7, 2022

Hadith : Tum mein se koi shakhs us waqt tak Momin nahi ho sakta jab tak ki Main usko tamam logon se zyada Mehboob na ho jaaun


*Bismillahirrahmanirraheem*

✦ : *Hadith : Tum mein se koi shakhs us waqt tak Momin nahi ho sakta jab tak ki Main usko tamam logon se zyada mahbub na ho jaaun

-----

✦ : Rasool Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Tum mein se koi shakhs us waqt tak Momin nahi ho sakta jab tak ki Main uske nazdik uske Bachche, uske Walid aur tamam logon se zyada mahbub na ho jaaun

Sunan Ibn Maaja- 67- Sahih

-----

 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں سے کوئی شخص اس وقت تک مومن نہیں ہو سکتا جب تک کہ میں اس کے نزدیک اس کے بچے، اس کے والد اور تمام لوگوں سے زیادہ محبوب نہ ہو جاؤں

سنن ابن ماجہ -67- صحیح

-----

✦ : रसूल अल्लाह सलल्लाहु अलैहि  वसल्लाम ने फ़रमाया तुम में से कोई शख़्स उस वक्त तक मोमिन नहीं हो सकता जब तक की मैं उसके नज़दीक उसके बच्चे , उसके वालिद (बाप) और तमाम लोगों  से ज़्यादा महबूब ना हो जाऊँ

सुनन इब्न माजा -67- सहीह 

-----

✦ : Rasool Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said: None of you truly believes until I am more beloved to him than his child, his father and all the people.

Sunan Ibn Maaja - 67- सही


Monday, June 6, 2022

Hadith : Allah par bharosa karo wo tumhe aise rizq dega jaise parindo ko deta hai



*Bismillahirrahmanirraheem*

✦ : *Hadith : Allah par bharosa karo wo tumhe aise rizq dega jaise parindo ko deta hai*

-------
✦ :  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Agar tum Allah Subhanhu par is tarah bharosa karo jis tarah bharosa karne ka haq hai to Allah Subhanahu tumhein is tarah Rizq dega jis tarah parindon ko Rizq deta hai, jo Subah ke waqt bhookhe pet jate hain aur Shaam ke waqt pet bhare huye wapas aate hain
Al-Silsila-tus-Sahiha 1374
-------
رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے  فرمایا اگر تم اللّه سبحانه پر اس طرح بھروسہ كرو جس طرح بھروسہ كرنے كا حق ہے تو اللّه سبحانه  تمہیں اس طرح رزق دے گا جس طرح پرندوں كو رزق دیتا ہے۔ جو صبح كے وقت بھوكے پیٹ جاتے ہیں اور شام كے وقت پیٹ بھرے ہوئے  واپس آتے ہیں۔

السلسلہ صحیحہ  1374
-------

✦ :  रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अगर तुम अल्लाह सुबहानहु पर इस तरह भरोसा करो जिस तरह भरोसा करने का हक है तो अल्लाह सुबहानहु तुम्हें इस तरह रिज्क देगा जिस तरह परिंदों को रिज्क देता है जो सुबह के व्यक्त भूखे पेट जाते हैं और शाम के वक़्त पेट भरे हुए वापस आते हैं 
सिलसिला सहिहा 1374
-------
✦ :  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam Said  If you were to rely on Allah as He should be relied on, He would provide for you as He provides for the birds. They go out early in the morning hungry and return in the evening full
Al-Silsila-tus-Sahiha 1374