Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Kuala lumpur viewed '✦ Hadith : Is dua ko raat ko pa' 7 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Only-Quran-Hadith' 21 mins ago
A visitor from Riyadh viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 30 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Only-Quran-Hadith' 53 mins ago
A visitor from Vijayawada viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr ago
A visitor from India viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr 15 mins ago
A visitor from Mumbai viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr 21 mins ago
A visitor from Hisar viewed '✦ Deen e Islam par Qayam rahne' 1 hr 34 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Namaz ke baad ke Azkar in Roman' 1 hr 35 mins ago
A visitor from Clonee viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr 52 mins ago

Total Pageviews

4,423,284

Category

Search Hadith

Friday, September 23, 2022

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1381 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1381 ❗


Sawal  : Jannat wale Dozakh walo se puchnge ki 

مَا سَلَكَكُمْ فِي سَقَرَ

Kis Cheez ne tumhe Dozakh mein daala

 to wo sabse pahli wajah kya batayenge 


A. Namaz nahi padhte they

B. Shirk karte they

C. Miskeen ko khana nahi dete they

D. Inmein se koi nahi



Sahi Jawab A

--------

* Jannat wale Dozakh walon se puchenge..

مَا سَلَكَكُمْ فِي سَقَرَ

Al Quran: Kis Cheez ne tumhe Dojakh mein daala ? 


قَالُوا لَمْ نَكُ مِنَ الْمُصَلِّينَ

Wo jawab denge ki Hum namaz nahi padhte they

Aur Na Miskeeno ko khana khilate they

Aur bakwaas karne walon ke saath bakwas kiya karte the

Aur insaaf ke din ( yani Qayamat) ko jhootlaya karte they, yahan tak ki humein maut aa pahunchi

Al Quran  Al-Muddathir 74: 42-47


Al Quran: What has caused you to enter Hell?" They will say: We were not of those who used to offer the Salat (prayers), Nor we used to feed Al-Miskin (the poor) and we used to talk falsehood (all that which ALLAH hated) with vain talkers. And we used to be lie the Day of Recompense, Until there came to us (the death) that is certain."

Al Quran , Al-Muddathir (74) Verse #42-47


No comments:

Post a Comment