Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Karachi viewed 'Namaz mein Durud e Ibrahim ke b' 11 mins ago
A visitor from Nagpur viewed 'Mafhum e Hadith: Quran padhne w' 55 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Insaniyat (Humanity)' 1 hr 3 mins ago
A visitor from Thane viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr 7 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 1 hr 17 mins ago
A visitor from Lodhran viewed 'Al Quran : Beshak Har Mushkil k' 2 hrs 35 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 2 hrs 47 mins ago
A visitor from Riyadh viewed '♥ 40 Rabbana Dua - Roman Transl' 3 hrs 14 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Insaniyat (Humanity)' 3 hrs 39 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed '✦Islamic Quiz✦' 4 hrs ago

Total Pageviews

4,423,315

Category

Search Hadith

Friday, September 23, 2022

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1375 ❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1375 ❗



Sawal . Wo kaunsa Azkar hai Jisko padhna 

Allah Subhanahu ke nazdik sone aur 

chandi ke pahad kharch karne se bhi 

zyada pasandeeda hai ?


A. La ilaha illAllah

B. Alhamdulillahi Rabbil Aalameen

C. SubhanAllahi Wa Bihamdihi

D. Allahu Akbar Kabira



✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis Shaks ko raat ki ibadat (yani Tahajud ki namaz) mushkil ho aur wo maal ke kharch karne mein bakhil ho ya dushman se qital karne mein buzdil ho usay cahahaye ke SubhanAllahi wa bihamdehibahut zyada se zyada padha karen kyunki ye kalmat Allah Subhanahu ke nazdik sone aur chandi ke pahad kharch karne se bhi zyada mehboob aur pasandeeda hain

Tabrani Al-Kabeer 7795 - Sahih

Sahih Al Targeeb wa tarheeb - 1541 -Sahi

----------------------

✦ :  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said: the One who is unable to pray during the night or if he is too miser to spend money or if he is too coward to take part in Jihad, then he should recite “SubhanAllahi Wa Bihamdihi” frequently ,  because this azkar is more valuable to Allah,  then spending in his path, a mountain of gold and silver 

Tabrani Al-Kabeer -7795 - Sahih

Sahih Al Targeeb wa tarheeb - 1541 -Sahi

No comments:

Post a Comment