Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Mumbai viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 17 mins ago
A visitor from Kuala lumpur viewed '✦ Hadith : Is dua ko raat ko pa' 40 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Only-Quran-Hadith' 54 mins ago
A visitor from Riyadh viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr 3 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Only-Quran-Hadith' 1 hr 26 mins ago
A visitor from Vijayawada viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr 33 mins ago
A visitor from India viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr 48 mins ago
A visitor from Mumbai viewed '✦ Sham ke waqt padhne ki dua' 1 hr 54 mins ago
A visitor from Hisar viewed '✦ Deen e Islam par Qayam rahne' 2 hrs 8 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Namaz ke baad ke Azkar in Roman' 2 hrs 8 mins ago

Total Pageviews

4,423,288

Category

Search Hadith

Friday, September 23, 2022

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1374 ❗

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1374 ❗


Sawal : Inmein se Wo kya hai jo 

Allah Subhanhu Qubul nahi farmata ?


A. Bina Paki ki namaz

B. Dikha kar diya hua sadqa

C. Ghar par padhi jane wali Namaz

D. Ramzan ke baad di jane wali zakat




✅ *Sahih Jawab A* 💐

----------

Rasoollallah  Sallallhu Alaihi Wasallam  ne farmaya Allah Taala haraam Maal se diya hua Sadqa Qubul nahi farmatey aur na hi bina paki ke Namaz (Qubul farmate hain).

Sunan Abu Dawud 59- Sahih


Note : Sadqe ko Dikha kar bhi diya ja sakta hai ....

Al Quran : Agar tum sadqa (khairaat) zahir kar ke do to bhi achchi baat hai  aur agar usko chupa kar do aur faqeeroon ko pahucha do to tumahre haq mein wo behtar hai

Surah Baqara 2: 271

------------

Rasoollallah  Sallallhu Alaihi Wasallam   said: ALLAH does not accept charity from goods acquired by embezzlement as He does not accept prayer without purification. 

Sunan Abu Dawud -Hadith 59- Sahih

No comments:

Post a Comment