Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Kharar viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 1 min ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Mafhum e hadith : Namaz ke daur' 37 mins ago
A visitor from Karachi viewed 'Mix Four Azkar 40' 43 mins ago
A visitor from India viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1062❗' 1 hr 16 mins ago
A visitor from South shields viewed 'Khas Namazein aur Ibadatein (Sp' 1 hr 20 mins ago
A visitor from Mancherial viewed 'Hadith: Sham tak 70,000 farisht' 1 hr 45 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith: Sham tak 70,000 farisht' 1 hr 49 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Tauba-Astigfar (Asking pardon)' 1 hr 57 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Mafhum e hadith : Namaz ke daur' 2 hrs 23 mins ago
A visitor from Indore viewed 'Hadith : Mujhe Dozakh dikhlayee' 2 hrs 30 mins ago

Total Pageviews

4,423,980

Category

Search Hadith

Sunday, September 29, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 964❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 964❗

Sawal : Wo kaunsa amal hai jiske karne wale ke liye Allah subhanahu aur uske farishte aur zameen aur aasman ke log rahmat bhejte hain ?

A. Nikah karna
B. Logo ko khair ki baate sikhana
C. Yateem ki dekhbhal karna
D. Zameen par Insaf qayam karne 
E. Allah ki raah mein jihad karna
F. Allah ki raah mein pahra dena
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai

❗ Only-Quran-Hadith Quiz ❗

Quiz : There is a good deed, if a persone does , Allah and his Angels, the inhabitants of the heavens and the earths sent Salat (Blessings) upon him ?
What is that deed ?

A. Get Marry 
B. Teaching the people to do good
C. Look after an Orphan
D. Doing Justice on the earth
E. Fight in the way of Allah
F. Petroling in the way of Allah
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab B
-----------
Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ke samne do shakhs ka zikr hua jismein se ek aabid (ibadat guzar) tha aur dusra aalim , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Aalim ki fazeelat Aabid par aisee hai jis tarah meri tum mein se adna(aamal ke lihaz se sabse kam) aadmi par hai , Phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan ALLAH subhanahu aur uske farishte aur tamam ahl-e-zameen aur aasman aur yahan tak ki cheenti apni surakh mein aur machliyan bhi us shakhs ke liye khair ki dua karte aur rahmat bhejte hain hain jo logo ko bhlayee ki baatein sikhata hai
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 581-Hasan


Answer B
-----------
Two men were mentioned before the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam . One of them a worshiper, and the other a scholar. So the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: 'The superiority of the scholar over the worshiper is like my superiority over the least of you.' Then the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Indeed Allah, His Angels, the inhabitants of the heavens and the earths - even the ant in his hole, even the fish - say Salat upon the one who teaches the people to do good.
Jamia Tirmidhi, Book 39, Hadith 2685-Hasan

No comments:

Post a Comment