Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Manama viewed 'Al Quran: Jo kuch tum kharch ka' 40 secs ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Only-Quran-Hadith' 7 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '❗ Only-Quran-Hadith Quiz 759❗' 7 mins ago
A visitor from Ningxia viewed '✦ Jo Allah par bharosa karta ha' 24 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Hadith : Mujhe Dozakh dikhlayee' 30 mins ago
A visitor from Visakhapatnam viewed 'Namaz ke baad ke Azkar in Roman' 39 mins ago
A visitor from Chennai viewed '♥ Azkar Al Masah- Evening Azkar' 1 hr 9 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed 'Hadith : Mujhe Dozakh dikhlayee' 2 hrs 18 mins ago
A visitor from Ludhiana viewed 'Hadith : Mujhe Dozakh dikhlayee' 2 hrs 36 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed 'Hadith : Jo buri maut se bachna' 3 hrs 5 mins ago

Total Pageviews

4,423,741

Category

Search Hadith

Wednesday, September 25, 2019

❗Only-Quran-Hadees Quiz 960 ❗

❗Only-Quran-Hadees Quiz 960 ❗

Sawal 1 : Inmein se kaunse Azkar ko jahannam ki aag se bachne ke liye dhaal (shield) kaha gaya hai ?

Sawal 2 : Inmein se kaunse Azkar ko Hamesha Baqi rahne wali nekiya kaha gaya hai ?

A. SubhanAllah walhamdulillah Wa La ilaha illAllah WallahuAkbar
B. Sayyadual Astigfar 
C. Allahuma Ajirni Minan Naar
D. SubhanAllahi Wa Bihamdihi SubhanAllahil Azeem 
E. Aayat Al-Kursi
F. Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

! Only-Quran-Hadees Quiz ! 

Quiz 1  : For which Azkar  it has been said that its a kind of shiled from the Hellfire ?

Quiz 2 : For which Azkar  it has been said that its everlasting righteous deeds ?

A. SubhanAllah Walhamdulillah Wa La ilaha illAllah Wallahu Akbar
B. Sayyadual Astigfar 
C. Allahuma Ajirni Minan Naar
D. SubhanAllahi Wa Bihamdihi SubhanAllahil Azeem 
E. Aayat Al-Kursi
F. Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
G. None of the above
H. I want to know


Sahi Jawab A
---------
Ek bar Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne  Sahaba Radi Allahu Anhuma se farmaya apna bachao (dhaal) thaam lo Sahaba 
ne arz kiya ki Kya dushman aa gaye hain ? ki ham apna hatiyar aur bachaon ikhtiyar kar le. to  Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne 
farmaya dushman toh nahi aaye lekin tum dozakh se apna bachaon ikhtiyar kar lo aur wo ye hain ke tum kahon

سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلا إِلَهَ إِلا اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ

SubhanAllah walhamdulillah walailaha illAllah wallahuAkbar
Kyu ke ye cheez aage Qayamat ke din kaam aane wali aur nijat dilwane wali hogi aur yahi hamesha baqi rehne wali neikiya hain
Sunan Al-Kubraa (Imam Nasaii), 10204-Sahih


Answer A
---
Once Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said, Take up your shields. Sahaba Radi Allahu anhuma said, Ya Rasool-Allah 
Sallallahu Alahih Wasallam is the enemy present ? Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said, No, (enemy has no come) but  you 
should take your shields from the Hellfire, and that is to say 

سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلا إِلَهَ إِلا اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
Declare the glory of Allah, the praise of Allah, there is no God but Allah, and Allah is the greatest. 
Verily, they will come on the Day of Resurrection as saviors and guardian and they are righteous deeds everlasting. 
Sunan Al-Kubraa (Imam Nasaii), 10204-Sahih

No comments:

Post a Comment