Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Vadodara viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 25 mins ago
A visitor from Gatchina viewed '✦ Subah ko padhne ka azkar' 37 mins ago
A visitor from Moscow viewed '✦ Subah ko padhne ka azkar' 49 mins ago
A visitor from Japan viewed '✦ Al Quran : Eh Mere RABB is Sh' 1 hr 20 mins ago
A visitor from Tumkur viewed '♥ 40 Rabbana Dua - Roman Transl' 1 hr 22 mins ago
A visitor from Haryana viewed 'Search results for Wife' 1 hr 22 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 1 hr 48 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Search results for Kharz' 2 hrs 11 mins ago
A visitor from Delaware viewed 'Al Quran: Eh Imaan walon tumhe' 2 hrs 54 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 2 hrs 57 mins ago

Total Pageviews

4,422,906

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

❗Islamic Quiz-146❗

Islamic Quiz-146
Sawal: Jab ek sahabi ne Rasool-Allah Sal-Alalahu alaihi wasallam se pucha ki Qayamat ke din main aapko sabse pahle kaunsi jagah talash karu to Aap Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ?
A. Sabse pahle Pool sirat par talash karna
B. Sabse pahle Meezan par talash karna
C. Sabse pahle Hauz e kauther par talash karna
D. Sabse pahle Jannat ke darwazepar talash karna
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

--------------
Quiz: Once A Sahabi (companion) asked to the Prophet Sal-Alalahu alaihi wasallam , on the Day of Judgement the first of all where shall I seek (search) you?
that time Prophet Sal-Alalahu alaihi wasallam Said

A. The first time you seek (search) me on the Pool Sirat
B. The first time you seek me on theSeek me on the Mizan
C. The first time you seek me on the the Hawz e kauther
D. The first time you seek me on the Seek me on the door of jannah
E. None of the above
F. I want to know

Sahih Jawab A
-------------
Anas bin malik Radhi allahu anhu apne walid se rivayat karte hain ki maine Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam se Qayamat ke din apni shafaat ki darkhast ki to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya main karunga, maine arz ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam main aapko (Qayamat ke din) kaha talash karunga to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya sabse pahle mujhe pool sirat par talash karna , maine arz ki ke agar main aapko pul sirat par na pauu to ? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir mujhe meezan ke paas talash karna maine arz ki agar main waha bhi na paa saku to ? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir mujhe hauz e kauther par dekh laena kyunki main in teeno jagah ke alawa kahi nahi jauunga
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 324-Hasan
-------------------------

Answer A
---------------
Anas bin Malik narrated from his father who said: "I asked the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam to intercede for me on the Day of Judgement. He Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said: 'I am the one to do so.'" [He said:] "I said: 'O Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  Then where shall I seek you?' He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: '
Seek me, the first time you should seek me is on the pool Sirat.'"
"I said: 'If I do not meet you upon the Sirat?'
He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:
'Then seek me at the Mizan.' I said: 'And if I do not meet you at the Mizan?'
He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:
 'Then seek me at the Hawz (Al kauther), for indeed I will not me missed at these three locations.'

Jamia Tirmidhi Book 11, Hadith 2433-Hasan

No comments:

Post a Comment