Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Iowa viewed 'Hadith : Andhe Shaksh ko bhi Gh' 1 hr 24 mins ago
A visitor from California viewed 'Hadith : Andhe Shaksh ko bhi Gh' 1 hr 24 mins ago
A visitor from India viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1053❗' 1 hr 37 mins ago
A visitor from India viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1052❗' 1 hr 48 mins ago
A visitor from Nellore viewed '✦: Hadith : Ghar mein jao to Sa' 2 hrs 8 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Duniya-Aakhirah ( World-Hereaft' 2 hrs 12 mins ago
A visitor from Bhubaneswar viewed '✦: Hadith : Ghar mein jao to Sa' 2 hrs 36 mins ago
A visitor from Najran viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 3 hrs 2 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Beautiful Designed Images of Az' 4 hrs 6 mins ago
A visitor from North york viewed 'Evening Azkar In Hindi' 4 hrs 14 mins ago

Total Pageviews

4,422,878

Category

Search Hadith

Thursday, May 4, 2017

❗Islamic Quiz-127 ❗


❗Islamic Quiz-127 
Sawal: Wo kaunse Sahabi jinko Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne dekha ki wo jannat mein farishto ke saath ud rahe hain (flying in paradise) ?
A. Abu bakr radi allahu anhu
B. Ali radi allahu anhu
C. Hussain radi Allahu anhu
D. Jafar radi allahu anhu
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

--------------------------
Quiz : Who is that sahabi , to whom Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam saw that he is flying in paradise with angeles ?

A. Abu bakr radi allahu anhu
B. Ali radi allahu anhu
C. Hussain radi Allahu anhu
D. Jafar radi allahu anhu
E. None of the above
F. I want to know


Sahi Jawab D Jafar radi allahu anhu
--------------------------------
Abu hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki maine jafar (Radi Allahu Anhu) ko jannat mein farishto ke saath udte huye dekha
Jamia Tirmizi, Vol 2, 1697-Hasan

Ash-Shu`bi Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki hazrat Abdullah bin umar Radi Allahu Anhuma jab bhi hazrat jafar Radi Allahu Anhu ko salam karte to unse ye kahte ki As salamu alaika Ya ibn Zu-l-Janahain yani eh do paro (pankh) wale buzurg ke sahebzade
Sahih Bukhari, Vol 5, 3709

Note: Ulmao ka kahna hai ki jafar Radi Allahu Anhu ke ghazwa e muta mein islam ke liye ladte huye dono bazu kat gaye they aur unhe shaheed kar diya gaya tha isliye unko un bazu ki jagah do par ata kiye gaye hain aur isee wajah se unhe Jafar Al tayyar ka laqab mila (arbi mein tayyara yani udne wala) 
------------


Answer  D Jafar radi allahu anhu

Narrated Abu Hurairah radi allahu anhu that the Messenger of Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said: "I saw Ja'far flying in Paradise with the angels."
Jami Tirmizi, Book 46, Hadith 3763-Hasan

Narrated Ash-Shu`bi Radi Allahu Anhu Whenever Ibn Umar Radi Allahu Anhu greeted Ibn Jafar Radi Allahu Anhu he used to say: "As-salamu-'Alaika (i.e. Peace be on you) O son of Dhu-l-Janahain (son of the two-winged person).
Sahih Bukhari, Book 57, Hadith 58

Note: According scholars,during the battle of Muta the jafar Radi Allahu Anhu lost his two arms and got martyr, that’s why he has been provided two wings with these he fly in paradise and he got the name as jafar Al tayyar, Al-tayyar means the one who fly

No comments:

Post a Comment