Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Delhi viewed '✦Islamic Quiz✦' 11 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Only-Quran-Hadith' 25 mins ago
A visitor from Makkah viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 1 hr 35 mins ago
A visitor from Surat viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 2 hrs 24 mins ago
A visitor from Faisalabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 2 hrs 43 mins ago
A visitor from North york viewed 'Morning Azkar In Hindi' 2 hrs 44 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roz' 3 hrs 9 mins ago
A visitor from Dubai viewed 'Hadith: Rozedar ke munh ki Bu A' 3 hrs 22 mins ago
A visitor from India viewed 'Only-Quran-Hadith' 4 hrs 36 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 4 hrs 38 mins ago

Total Pageviews

4,422,934

Category

Search Hadith

Sunday, September 24, 2023

Sawal 1459 : Allah Subhanahu ka Dastarkhwan kisko kaha gaya hai ?

  ❗ Only-Quran-Hadith Quiz - 1459 ❗ 

 




 Sawal 1459 : Allah Subhanahu ka Dastarkhwan kisko kaha gaya hai ?


A. Namaz 

B. Quran

C. Sehri

D. Iftar

E. Rabbi Zidni ilman (Eh Allah mere ilm mein Barkat Ata farma)



✅ *Sahi Jawab B : Quran* 💐

-----

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ye Quran Majid Allah subhanahu ka dastarkhwan hai jaha tak mumkin ho isski dawat qubul karo

ye Quran majid Allah subhanahu ki rassi hai chamakta damakta noor aur nafa baksh ilaj hai jo iss par amal karen uske liye Nijat hai, 

ye jhukta nahi ke issko khada karna padhe, teda nahi hota ke seedha karna padhe, iske Ajaib kabhi khatam na honge aur baar baar kasrat se padhte rehne se bhi purana nahi hota (yani  iss se dil nahi bharta),

iski tilawat kiya karo kyunki Allah Subhanahu iski tilawat par tumhein har harf ke badle das neikiya ka ajar ata farmata hai 

yaad rakho main ye nahi kehta ke alif laam meem ek harf hai balke Alif ek harf hai laam ek harf hai meem ek harf hai ( sirf Alif laam meem padhne se 30 nekiya mil jati hai)

Mustadrak Al-Hakim, 1/741 Sahih



No comments:

Post a Comment