Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Hyderabad viewed 'Sadqa-Khairat-Zakat (Charity)' 37 secs ago
A visitor from Jalandhar viewed '2019' 1 hr 41 mins ago
A visitor from Haryana viewed '♥ 40 Rabbana Dua - Roman Transl' 2 hrs 18 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '❗ Only-Quran-Hadith Quiz 759❗' 2 hrs 33 mins ago
A visitor from Delhi viewed '✦Islamic Quiz✦' 3 hrs 21 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Only-Quran-Hadith' 3 hrs 35 mins ago
A visitor from Makkah viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 4 hrs 45 mins ago
A visitor from Surat viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 5 hrs 34 mins ago
A visitor from Faisalabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 5 hrs 53 mins ago
A visitor from North york viewed 'Morning Azkar In Hindi' 5 hrs 54 mins ago

Total Pageviews

4,422,957

Category

Search Hadith

Monday, December 9, 2019

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1031❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1031❗

Sawal 1 : Wo kaun log hain jo Allah ke padosi honge?

A. Sila rahmi karne wale
B. Masajido ko Aabad Karne wale
C. Tahajjud ki namaz padhne wale
D. Jihad karne wale
E. Zyada Sajde karne wale
F. Allah ke liye Hijrat karne wale
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo kaun log hain jin par Allah subhanahu ko tajjub hota hai ya hoga ?

A. Dajjal ko apna RABB manne wale
B. Aise musalman jo murtad hokar jahannam mein gaye
C. Aise kafir Qaidi jo Islam lakar jannat mein dakhil honge
D. Jo ye kahte ki Barish sitaro ki wajah se huyee
E. Jinhone jannat mein jaane se inkar kar diya
F. Jo Chand Suraj Aasman un sabko dekh kar bhi Allah par iman nahi laaye
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1031❗

Quiz 1 : Who will be the neighbour of Allah  ?

A. Those who doing goos with relatives
B. Those Who fills the Masajid
C. Thoise who Pray Tahajjud 
D. Those who fight in Allah's way
E. Those who do maximum Sujud
F. Those who migrates for Allah's sake
G. None of the above
H. I want to know


Quiz 2 : Allah wonders at which people ?

A. The one who follow dajjal as a lord
B. The one who left islam and go to hell
C. The disbeliving prisoners who revert to islam and goes to paradise
D. Those who say that rain comes because of the stars 
E. Those who deny to enter in the paradise
F. Those who dont revert to islam even after seeing the creations of moon, sun and sky
G. None of the above
H. I want to know



Sahi Jawab BC
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu Qayamat ke din aawaz dega mere Padosi Kaha hai, mere Padosi Kaha hai farishtein kahenge Ya RABB kaun is layaq hai ke wo Aap Ka Padosi bane , Allah Subhanahu farmayega Masajido ko Aabad Karne wale Kaha hai (yani wo Allah ke padosi hain) 
Al-Silsila-As-Sahiha # 561

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya aise logo par Allah Subhanahu ko tajjub hoga jo jannat mein bediyon ke sath dakhil honge  (Yani muslmano ne kafiron ko pakad kar bediyon mein qaid kar diya phir wo Muslman honge toh Allah Subhanahu unko Islam ki wajah se Jannat mein dakhil ker dega toh Allah Subhanahu aise logo par tajjub karenge ke ye log apne kufr ki wajah se qaidi huye aur Islam laa kar Jannat mein dakhil ho Gaye
Sahih Bukhari, 3010


Answer BC
--------
✦ The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him said, Allah will announce on the Day of Resurrection: Where are my neighbors? Where are my neighbors ? The angels will say Our Lord, who is befitting to be your neighbor? Allah will say: Where are those who filled the mosques?
Al-Silsila-As-Sahiha -561
--------
✦ Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Allah wonders at those people who will enter Paradise in chains.
Sahih Bukhari,Book 52, Hadith 254

Expanation : This hadith refers to the prisoners of battles (badr) from among the polytheists who were captured and then, when they had the chance to know Islam and interact with Muslims, reverted to Islam.

No comments:

Post a Comment