Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Faisalabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 8 mins ago
A visitor from North york viewed 'Morning Azkar In Hindi' 8 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roz' 34 mins ago
A visitor from Dubai viewed 'Hadith: Rozedar ke munh ki Bu A' 46 mins ago
A visitor from India viewed 'Only-Quran-Hadith' 2 hrs 1 min ago
A visitor from Vadodara viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 2 hrs 2 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 2 hrs 4 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Beshak har Mushkil ke sath aasa' 2 hrs 54 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 3 hrs 20 mins ago
A visitor from Bengaluru viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 3 hrs 55 mins ago

Total Pageviews

4,422,924

Category

Search Hadith

Friday, August 16, 2019

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 884* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 884* ❗

*Sawal 1 : Wo kaunsi makhluq hai jisko dekh kar ye kaha gaya ki ye apne aap par qabu nahi rakh sakegi ?*

*Sawal 2 : Wo kaunsi makhluq hai jisko Allah subhanahu ne amanat ki zimmedari pesh ki to usne lene se inkar kar diya ?*

A. Adam Alaihi Salam
B. Aasman
C. Arsh
D. Zameen
E. Samundar
F. Pahad
G. Aag
H. Rooh
I. Inmein se koi nahi
J. Sahi jawab ka intezar hai 


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz* ❗

*Quiz 1 : What is that creation for whom its said that  he would not control himself ?*

*Quiz 2 :  To whom Allah subhanahu offered the responsibility of Al-Amanah (obedience)  but they deny to take its rsponsibility ?*

A. Adam Alaihi Salam
B. Heaven
C. Throne (Arsh)
D. Earth
E. Seas
F. Mountains
G. Fire
H. Spirit
I. None of the above
J. I want to know



 *Sahi Jawab A / BDF*
----------
Al Quran : Humne Amanat ko aasmano aur zameeno aur pahaad par pesh kiya to unhone isko uthane se inkar kiya aur us se darr gaye aur insan se isko utha liya Beshak wo jahil aur zalim tha
Surah Ahzab (33), Verse  72
--------
*إِنَّا عَرَضْنَا الْأَمَانَةَ عَلَى السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ وَالْجِبَالِ فَأَبَيْنَ أَن يَحْمِلْنَهَا وَأَشْفَقْنَ مِنْهَا وَحَمَلَهَا الْإِنسَانُ ۖ إِنَّهُ كَانَ ظَلُومًا جَهُولًا*
--------
Anas Radi Allahu Anhu se riwayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jab Allah Subhanahu ne Adam Alaihi Salam ki Surat banayee to innehin chorh diya Iblis aaker unehin dekhne laga jab usne Adam Alaihi Salam ko andar se khali Dekha to kehne laga aise makhluq hai Jo apne aap ko Qabu mein na rakh sakegi

Al-Silsila-As-Sahiha 3178

No comments:

Post a Comment