Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Makkah viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 16 mins ago
A visitor from Surat viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 1 hr 5 mins ago
A visitor from Faisalabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 1 hr 24 mins ago
A visitor from North york viewed 'Morning Azkar In Hindi' 1 hr 25 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roz' 1 hr 50 mins ago
A visitor from Dubai viewed 'Hadith: Rozedar ke munh ki Bu A' 2 hrs 3 mins ago
A visitor from India viewed 'Only-Quran-Hadith' 3 hrs 18 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 3 hrs 19 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 3 hrs 20 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Beshak har Mushkil ke sath aasa' 4 hrs 10 mins ago

Total Pageviews

4,422,928

Category

Search Hadith

Wednesday, September 5, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 483❗


  Only-Quran-Hadith Quiz 483

Sawal : Inmein se Allah subhanahu ne kaunse insan ke liye uzar (bahane) ke silsile mein hujjat khatam kar di hai ?

A. Jisko Allah ne bahut sara ilm ata kiya ho
B. Jiski umar 50 se upar ho
C. Jisko duniya mein bahut sa maal aur aulad ata kiya ho
D. Jisko Allah ne duniya mein hukmaran bana diya ho
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

 Quiz : For whom Allah will not accept any excuse ?

A. Who have been given lot of knowledge
A. Whose age has been reached to 50
C. Who have been given lot of wealth and children
D. Who have became ruler in this world
E. None of the above
F. I want to know


 💯✔ Sahi Jawab E
Jiski umar 60 se upar ho
------------
Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ne us insan ke liye uzar(excuse,bahana) ke silsile mein hujjat tamam kar di hai jiski maut ko usne rok kar rakha yaha tak ki wo 60 saal ki umar ko pahuch gaya
(yani kisi insan ki umar 60 ki ho gayee to phir Allah subhanahu ke waha uska koi bahana nahi chalega kyunki Allah subhanahu ne usko neki karne aur gunah se bachne ke liye 60 saal ata kar diye)
Sahih Bukhari,Jild 7,6419
------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu The Prophet () said, Allah will not accept the excuse of any person whose instant of death is delayed till he is sixty years of age.(Explanation : Because he already got
60 years to earn good deeds and
to save himself from sins)
Sahih Bukhari,Book 76,428

: 💯✔ Correct answer E
Whose age has reached to 60
------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu The Prophet () said, Allah will not accept the excuse of any person whose instant of death is delayed till he is sixty years of age.(Explanation : Because he already got
60 years to earn good deeds and
to save himself from sins)
Sahih Bukhari,Book 76,428

No comments:

Post a Comment