Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Makkah viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 48 mins ago
A visitor from Surat viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 1 hr 37 mins ago
A visitor from Faisalabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 1 hr 56 mins ago
A visitor from North york viewed 'Morning Azkar In Hindi' 1 hr 56 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roz' 2 hrs 22 mins ago
A visitor from Dubai viewed 'Hadith: Rozedar ke munh ki Bu A' 2 hrs 34 mins ago
A visitor from India viewed 'Only-Quran-Hadith' 3 hrs 49 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 3 hrs 50 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 3 hrs 52 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Beshak har Mushkil ke sath aasa' 4 hrs 42 mins ago

Total Pageviews

4,422,928

Category

Search Hadith

Wednesday, May 2, 2018

❗Only-Quran-Hadith Quiz 436❗


❗Only-Quran-Hadith Quiz 436❗

Sawal : Dushman kisi ka peecha kar raha ho aur wo bhag kar ek qile mein ghus jaye aur un logo se apni jaan bacha le isee tarah koi banda khud ko Shaitan se kis cheez se bacha sakta hai ?

A. Namaz

B. Sadqa

C. Allah ka zikr

D. Jihad

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------------------------

Quiz : A man whose enemy quickly tracks him until he reaches an impermeable fortress in which he protects himself from them. Same like this , By what a slave can protect himself from Ash-Shaitan (devil) ?


A. Prayer (salah)

B. Charity

C. Remembrance of Allah.

D. Jihad

E. None of the above

F. I want to know


Sahi Jawab C
----------
Al-Harith Al-Ash'ari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ki Yahya Alaihi salam ne Bani isareel sefarmaya Main tumhe Allah ke zikr ki talqeen karta hu , Allah ke zikr ki misal aisee hai ki dushman kisi ka peecha kar raha ho aur wo bhag kar ek qile mein ghus jaye aur un logo se apni jaan bacha le isee tarah koi banda khud ko Shaitan se Allah ke zikr ke siwa aur kisi cheez se nahi bacha sakta
Jamia Tirmizi, Jild 2, 771-Sahih(Part)
--------------
Narrated Al-Harith Al-Ash'ari Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah (ﷺ) said: Yahya bin Zakariyya Alaihi salam said to the bani isareel that Remember Allah. For indeed the parable of that, is a man whose enemy quickly tracks him until he reaches an impermeable fortress in which he protects himself from them. This is how the worshiper is; he does not protect himself from Ash-Shaitan except by the remembrance of Allah.'
jamia Tirmizi, Book 42, 2863-Sahih(Part)

No comments:

Post a Comment