Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Surat viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 43 mins ago
A visitor from Faisalabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 1 hr 2 mins ago
A visitor from North york viewed 'Morning Azkar In Hindi' 1 hr 2 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roz' 1 hr 28 mins ago
A visitor from Dubai viewed 'Hadith: Rozedar ke munh ki Bu A' 1 hr 40 mins ago
A visitor from India viewed 'Only-Quran-Hadith' 2 hrs 55 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 2 hrs 56 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 2 hrs 58 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Beshak har Mushkil ke sath aasa' 3 hrs 48 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 4 hrs 14 mins ago

Total Pageviews

4,422,927

Category

Search Hadith

Monday, January 15, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 250

Only-Quran-Hadith Quiz  250


Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tha kuch hamari zuban (arbi) bolne wale log jahannam ke darwaze ki taraf bulane wale honge, jo un ki baat manega usko dozakh mein daal denge,agar wo zamana aa jaye to us waqt sabse pahle kya karne ka hukm hai ?


A. Musalmano ki jamaat aur unke Imam ke saath rahna

B. Us firqe ko tham lena jo haq ke qareeb ho

C. Allah ke raaste mein jihad ke liye nikal jana

D. Waqt ke hakim ke faisle par amal karna

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
------------
Quiz : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said There will be callers at the gates of Hell, will speak our language (arabic), whoever responds to them they throw them into it.
if we find that time what should we do ?


A. Hold to the main body of the Muslims and their imam 

B. Hold to that sects which seems near haq (true)

C. Go out in Allah's way for the fight

D. Just follow the command of the ruler

E. None of the above

F. I want to know





Sahi Jawab A. Musalmano ki jamaat aur unke Imam ke saath rahna
Huzaifah bin Yaman Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kuch log jahannam ke darwaze ki taraf bulane wale honge jo un ki baat manega usko dozakh mein daal denge maine arz kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam mujhe unki pahchan bata dijiye Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo hamare hi jaise honge aur hamari hi zuban (Arbi) bolenge maine kaha ki agar maine wo zamana paya to Aap mujhe kya hukm dete hain farmaya ki Musalmano ki jamaat aur unke Imam ke saath rahna maine kaha ki agar Musalmano ki jamaat na ho aur unka koi Imam na ho? farmaya ki phir un tamam logon se alag ho jana chahe tumhe jungal mein jakar Darakhton ki jade (trunk of a tree ) chabani padhe yahan tak ki is halat mein tumahari maut aa jaye 
Sunan ibn Majah, Vol 3, 860-Sahih
 
-------------------------
It was narrated from Hudhaifah bin Yaman that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said There will be callers at the gates of Hell, whoever responds to them they throw them into it. I said: O Messenger of Allah, describe them to us. He said: They will be from our people, speaking our language. (Arabic) I said: What do you command me to do, if I live to see that? He said: hold to the main body of the Muslims and their imam. If there is no such body and no imam , then withdraw from all their groups, even if you bite onto the trunk of a tree until death finds you in that state.
Sunan ibn Majah, Book 36, 3979-Sahih

No comments:

Post a Comment