Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Yekaterinburg viewed '✦ Hadith: Aalim ki fazeelat Aab' 46 mins ago
A visitor from Gatchina viewed 'Al Quran : Jab tum aise logo ko' 46 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 1 hr 8 mins ago
A visitor from Abbottabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 1 hr 10 mins ago
A visitor from India viewed 'Namaz e janaza ka tareeqa-Hadit' 1 hr 49 mins ago
A visitor from Tabuk viewed 'Kafir ( Disbeliever)' 1 hr 56 mins ago
A visitor from India viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1159❗' 2 hrs 19 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 2 hrs 27 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '✦: Hadith : Ghar mein jao to Sa' 2 hrs 27 mins ago
A visitor from Delhi viewed '✦: Hadith : Ghar mein jao to Sa' 2 hrs 36 mins ago

Total Pageviews

4,422,991

Category

Search Hadith

Tuesday, August 30, 2016

✦ Islamic Quiz-34✦

Islamic Quiz-34

Sawal: Allah subhanahu apne bando ko sabse zyada kaunse din aag se aazad karta hai ?

A. 10 Muharram ke din
B.  Eid Al-Adha ke din
C. Arfa (9 Zill Hijja) ke din
D. Eid Al-Fitr ke din
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai 

---------------------------
Quiz : On  Which day Allah subhanahu ransoms (set free) maximum  slaves from the Fire ?
A. Day of 10 Muharram ke din
B. Day of Eid Al-Adha
C. Day of Arfa (9 Dhil Hijja)
D. Day of Eid Al-Fitr
E. None of the above
F. I want to know



Sahi Jawab C : . Arfa (9 Zill Hijja) ke din

Aisha Radi allahu anha se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Arfa se badh kar koi din aisa nahi jismein Allah subhanahu apne bando ko aag se aazad karta ho jitna ki arfa ke din aazad karta hai , Allah subhanahu qareeb se qareeb hota hai aur farishto ke samne bando ka haal dekh kar fakhr karta hai aur farmata hai ki ye kis irade se jama huye hain ?
Sahih Muslim, Vol 3, 3288
--------------------
It was narrated from Ibn Musayyab that Aishah Radi allahu anha said that the Messenger of Allah sallallahu alaihi wasallam said: “There is no day on which Allah ransoms more slaves from the Fire than the Day of Arafah. He draws closer and closer, then He boasts about them before the angels and says: ‘What do these people want?’”

Sahih Muslim, Book 7, 3126

No comments:

Post a Comment