Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Delhi viewed '✦Islamic Quiz✦' 42 mins ago
A visitor from Kuwait city viewed 'Only-Quran-Hadith' 56 mins ago
A visitor from Makkah viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 2 hrs 6 mins ago
A visitor from Surat viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 2 hrs 54 mins ago
A visitor from Faisalabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 3 hrs 13 mins ago
A visitor from North york viewed 'Morning Azkar In Hindi' 3 hrs 14 mins ago
A visitor from Kerala viewed 'Mafhum-e-Hadith: Ramazan ke roz' 3 hrs 39 mins ago
A visitor from Dubai viewed 'Hadith: Rozedar ke munh ki Bu A' 3 hrs 52 mins ago
A visitor from India viewed 'Only-Quran-Hadith' 5 hrs 7 mins ago
A visitor from Vadodara viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 5 hrs 8 mins ago

Total Pageviews

4,422,934

Category

Search Hadith

Thursday, February 12, 2015

Mafhum-e-Hadith:Milte waqt aur juda hote waqt salam kahna sunnat hai




Bismillahirrahmanirrahim 

Mafhum-e-Hadith:Milte waqt aur juda hote waqt salam kahna sunnat hai 
.
Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jab tum mein se koi shaksh majlis mein aaye to salam kahe aur tum mein se jab koi majlis khatam karke uthey tab bhi salam kahe 

Sunan Abu Dawud, Vol 3,1765-Sahih

Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jab tum mein se koi majlis mein pauche to unhe salam kare aur phir agar waha baithna ho to baith jaye aur jab (jane ke liye) khada ho to phir salam kare
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 602-Hasan

Comments: Hamare bahut se musalman bhai bahan jaate waqt ALLAH hafiz ya fi amanilah kahte hain, jabki sunnat aur behtar tareeqa ye hai ki juda hote waqt bhi Salam kaha jaye

--------------------------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب تم میں سے کوئی مجلس میں پہنچے تو سلام کرے، اور پھر جب اٹھ کر جانے لگے تو بھی سلام کرے، 

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جب تم میں سے کوئی شخص کسی مجلس میں پہنچے تو سلام کرے، پھر اگر اس کا دل بیٹھنے کو چاہے تو بیٹھ جائے۔ پھر جب اٹھ کر جانے لگے تو سلام کرے۔

http://islamqa.info/en/145028

-----------------------------------------
Narrated AbuHurayrah Radhi allahu anhu 
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: When one of you comes to an assembly, he should give a salutation and if he feels inclined to get up, he should give a salutation
Sunan Abu Dawud, Book 42, 5189-Sahih

Narrated Abu Hurairah: that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: "When one of you arrives at the gathering, then give the Salam, and if he is given a place to sit, then let him sit. Then when he stands, let him give the Salam
Jamia Tirmidhi , Book 40, Hadith 2706-Hasan

Comments: Whicle leaving most of our muslims brothers and sisters say fi amanillah or Allah hafiz but saying Salam is better than that and its sunnah too.

http://islamqa.info/en/145028

1 comment:

  1. Juda hote waqt musafa karna k koi hadees ho to bataye, (zioulhassan026@gmail.com)

    ReplyDelete