Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Chandigarh viewed '♥ Namaz ke baad ke Azkar ♥' 3 hrs 21 mins ago
A visitor from Yekaterinburg viewed '✦ Hadith: Aalim ki fazeelat Aab' 4 hrs 21 mins ago
A visitor from Gatchina viewed 'Al Quran : Jab tum aise logo ko' 4 hrs 22 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho' 4 hrs 43 mins ago
A visitor from Abbottabad viewed 'Mafhum-e-hadith: Aankho ke baal' 4 hrs 45 mins ago
A visitor from India viewed 'Namaz e janaza ka tareeqa-Hadit' 5 hrs 25 mins ago
A visitor from Tabuk viewed 'Kafir ( Disbeliever)' 5 hrs 31 mins ago
A visitor from India viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1159❗' 5 hrs 54 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Al-Quran : Aap ke RABB ki Qasam' 6 hrs 2 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '✦: Hadith : Ghar mein jao to Sa' 6 hrs 2 mins ago

Total Pageviews

4,423,002

Category

Search Hadith

Wednesday, June 11, 2014

Hadith : Aise shaksh ke liye jannat ke 8 darwaze khol diye jayenge



Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Aise shaksh ke liye jannat ke 8 darwazey khol diye jayenge

Umar bin Khattab Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo shaksh achchi tarah wudhu karey aur phir kahey ki 
Ashhadu alla ilaha illallahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasuluhu
(Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad (Sallallahualaihi wasallam) Allah ke bande aur Rasool hain)
Aise shaksh ke liye jannat ke 8 darwaze khol diye janyege aur wo shaksh jannat ke jis darwazey se chahey dakhil ho jaye
Sunan nasaii, Vol1, 150. (Sahih)
---------------------------------------
It was narrated that 'Umar bin Al-Khattab may Allah be pleased with him said: "The Messenger of Allah peace be upon him said: whoever performs Wudhu well, then says: Ashhadu alla ilaha illallahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasuluhu (I bear witness that there is no God except Allah, and I bear witness that Muhammad is the slave and Messenger of Allah
Then eight gates of Paradise will be opened for him, and he may enter through whichever one he wishes
Sunan nasaii, Book 1, 148 ( Sahih)

1 comment: